yun toh jaate maine usse roka bhi nahi | | yun toh jaate maine usse roka bhi nahi,
pyar uss_se na raha ho mera aisa bhi nahi
maang leta mohobat bhi main bhikari ban kar,
dard seene mein bohat tha magar itna bhi nahi
muntazir main na tha kisi shaam uska,
aur waade pe shaks woh kabhi aaya bhi nahi
ab uski bhi shehzad shikayat hai yehi,
pyar toh door maine usse chaha bhi nahi
__________________ |