tanha tanha mat socha kar | | tanha tanha mat socha kar
mar jayega mat socha kar
jiski fitrat hi dasna ho
wo to dasega mat socha kar
pyar ghadi bhar ka hi bohat hai
sacha jhoota mat socha kar
man mere shehzad vagarna
mar jayega mat socha kar
__________________ |