It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on mamnun !!! within the Faizan Ahmad forums, part of the Urdu Poetry by Poets of HallaGulla category; As-salam-o-alaikum aaj aap sab se aik nazm share kr aha huN, kuch arsa pehly kahi thi, aap ki aara ka ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| As-salam-o-alaikum aaj aap sab se aik nazm share kr aha huN, kuch arsa pehly kahi thi, aap ki aara ka intzar rahy ga... ![]() ======== MAMNUN ======== shukriya ap ka, aap ne jo kiya, werna maiN is enayat k qaabil na tha, meri wuq'at hi kya, maiN sar-e-rehguzer aik bujhta diya, mery mad-e-muqabil thi zalim hawa, aur ye zalim hawa jany kab se mujhy, zindgi mot k dermiyaN rakhy jany ki koshish meiN masroof thi, maiN bhi laRta raha, aik umeid pr waar sehta raha, shayad aa'ye koi meri imdaad ko, apny hathoN ka haala bna'ay hu'ay aur phir aisa hua, Aap aa'ay, aur ab maiN k mamnun huN ap ka, aap ne apni halki si ik phoonk se, mujh ko gul kr diya, werna maiN is enayat k qaabil na tha.. ================================ Allah Taala aap sab ko shaad-o-aabad rakhy...
__________________ tu na jadoN paas channaN! key ay saady paas way, din vi udaas saady, rataaN vi udaas way, luT gya chain sadaa, rus gye hassay way, khushiaN ny dur nssiaN... akhaN cham cham wssiaN!!! Last edited by WanderingThoughts; 02-25-2008 at 07:54 AM. |
|
#2
| |||||
| |||||
| fezan jee agr y nazm aap n waqei apne uper likhi hai,to bilkul galt hai because aapko hum sab s wohe kuch mila hai jis k aap qabil hain.......ok |
| The Following User Says Thank You to amber20004 For This Useful Post: | ||
WanderingThoughts (04-29-2008) | ||
|
#3
| |||||
| |||||
| Quote:
nahiN amber sahiba maiN samajhta huN k mujhy kuch ziada hi mil gya yahaN se jis ka maiN haqdar tha bhi nahiN shayad.... sab aap logoN ki mahabat hy...
__________________ tu na jadoN paas channaN! key ay saady paas way, din vi udaas saady, rataaN vi udaas way, luT gya chain sadaa, rus gye hassay way, khushiaN ny dur nssiaN... akhaN cham cham wssiaN!!! |