It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Is sawal ka Jawab chaheye within the Discussion Corner forums, part of the Mehfil category; Quran Majeed k pahlay paray main Khuda ka farman ha "Main zameen k lye apna Khalifa Bnanay laga hu" Dear ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| Quran Majeed k pahlay paray main Khuda ka farman ha "Main zameen k lye apna Khalifa Bnanay laga hu" Dear Friends, is ayat main Allah nay clearly bta dya k wo Hazrat Adam (as) ko zameen k lye bna nay laga ha. Mera swal ye ha k Hazrat Adam (as) ko Jannat main Q kr bhaija jab bnaye he zameen k lye tha to jannat main Q bhaija woha dana khanay k bhanay nikal kr phir zameen per bhaij dya kia koi btay ga k khuda nay asa Q kia. Jab Hazrat Adam (as) ko paida kia to khuda nay tmam qism ki madi zruriyat us k andar rakhi jab k jannat in cheezo say pak thi. |
|
#2
| |||||
| |||||
| Aslam-e-Alikum!!1 Meher bani ker kay Ayaat number peesh ki jiya takay pata chal sakay kay ayaat ka pasmanzer kia hay ... Kush Rahain Handsome
__________________ Please use Image around 60KB only as your signature. Thank you Admin |
|
#3
| |||||
| |||||
| Quote:
وَإِذْ قَالَ رَبُّكَ لِلْمَلاَئِكَةِ إِنِّي جَاعِلٌ فِي الْأَرْضِ خَلِيفَةً اور (وہ وقت یاد کریں) جب آپ کے رب نے فرشتوں سے فرمایا کہ میں زمین میں اپنا نائب بنانے والا ہوں۔۔۔ سُورة الْبَقَرَة
__________________ ![]() ![]() ![]() |
|
#4
| |||||
| |||||
| Lo bhai handsome ayat to kartos sahib nay paish kr de ha ab khuda k lye us hadees ki tarha is tashree mat kejye ga jo ap nay Khurram sahib ki post main ki |
|
#5
| ||||||
| ||||||
Downloadable AudioQuran and VideoQuran Refer this Group/Site to your friend/relative Refer
__________________ ![]() ![]() ab bhago yahan se ![]() |
|
#6
| |||||
| |||||
| salam deny bahi bhi salwal tu bohat hi ghara hai. magar kiya ya sawal hum logo kay shaur per bar nahi banay ga. mai samajta hon kay is per ap ko replies nahi millay gay kyon kay is sawal ka jawab shaur nahi day sakta hai. is kay liya ap ko apnay la shaur say connect hona parray ga jo shayd hum logo kay liya mumkin nahi. mayray bahi kooch bhi poocho magar aysay kay sawal mai itna bar na ho kay samnay walay ko booj lagay. Allah tala quran pak mai khatay hai kay hum nay har cheez kay do rukh banay hai is ka matlab hai kay insan kay pas jo mind hai us kay bhi do rukh hai.ik shaur dosra la shaur ab hum ya dhakkay hai kay shaur mai kiya hota hai or la shaur mai kiya ho ta hai. tu simple hai. shaur mai hum jagtay hai or la shaur mai hum log sootay hai. yani hum log sootay hai means shaur soo jata hai or la shaur jag jata hai. jab la shaur jag jata hai tu hum log khuab dhaktay hai. hum miloo ka safar kar laytay hai kooch loog pakistan say india bhi pooanch jatay hai. magar khuab mai. magar ya tu dhakkay kay khuab kiya hai."hadees mai hai kay"(KHUAB NABOOWAT KA CHEYALISSWA HEESA HAI) yani khuab kooch hai koi zindage hai koi dunya hai koi ya ap is ko kooch bhi kha saktay hai. barhal is ka wajood hai. is liya nahi kay mai kharaha hon is liya kay Allah kay rasool nay is ko naboowat ka heesa kaha hai. tu bahi jan hum jagtay mai tu khuab nahi dhaktay ya hum shauri halat mai khuab nahi dhaktay hai balkay hum la shauri halat yani jab hum soo jatay hai tu khuab dhaktay hai. acha khuab mai hum millo ka safar sec mai tay kar laytay hai. jab kay shaur mai aysa nahi hai hum ko time and space mai rahna hi parray ga. seience dan nay kaha hai kay ya dunya time and space mai band hai. yahi agar ap ko pen kharidna hai tu ap ko shop per jana hoga "ap ka or shop ka fasla space hai" or "or faslay ko khatam karnay mai waqat lagna. time hai" yanni ap shuri halat mai kooch bhi nahi kar saktay hai job tak ap kay pass ya do parametters na hon(time and space) shaur time and space mai band hai mai nahi seience khati hai. JAB KAY LA SHAUR IS PABANDI SAY AZAD HAI. KYON LAY Allah kaytay hai kay hum nay har cheez kay do rukh banay hai. tu ik shaur paband hai or ik shaur azad... bahi jis sawal ka mai reply kar raha hon us sawal ka jawab daynay say phalay mai zaroori samajta ho kay shaur or la shaur ap bahio ki samaj mai aajay. agar ap ko in bato mai koi shak ho tu. ap loog kise bhi nafeyat kay techer say detail lay saktay hai takay ap andar elim ul yaqeen payda ho jay agar kise mayray bahi ko is mai koi galti nazar ay tu batain mai ap ko bohat assan mand hoga dosra agar kooch samaj na ay tu plz pooch lay shayad mai ap ko kooch bata sako OR DENY BAI YA AP KAY LIYA HAI. SIRF IS LIYA KAY SHAUR OR LA SHAUR KI TASHRI KAY BAGAR AP IS SAWAL KA JAWAB NAHI LAY SAKTAY. BAQI ABHI IS SAWAL KA JAWAB BAQI HAI Allah hum sab ka hami o naseer ho ameen khurram awais azeemi |
|
#7
| |||||
| |||||
| janab deny bhai ..........aap kay sawal ka jawab mein nay aik aur thread main bhidiya tha kay Allah nay faislay ka ikhtiar insaan kay haath main diya hay ..........chahay to nafermani ker kay azab lay lay chahay to fermanbardari ker kay sawab ........... issi tarah Hazrat Adam ko banaya giya tha Zameen kay liyay aur bhaijna bhi tha zameen magar unhon nay nafermani ker kay saza kay tor per aa gayay jiss ki baad main unhe muafee mil gayee............... ...... aap ka sawal ka jawab yuun bhi hay .............kay mot tou Allah kay haath main hay hay na wohi hayyu qayyum hay ............... tou phir insaan kissi ko kaise maar sakta hay ???????????? insaan khud ko kaise maar sakta hay .................... jawab yehi hay kay faislay ka ikhtiar insaan ko diya giya ......chahay tou haram mot lay lay chahay tou Shaheed ho jayay .................... gharz yeh kay wo Malik sab ka malik hay jo uss kay batayay hoyay rastay per chalay ga wohi kamyaab hay ............
__________________ /shukar |
|
#8
| |||||
| |||||
| Quote:
Faraib-e-Zindagi dey kr nikala ham ko jannat say Phir dya shouq-e-Jannat Kiou Ye herani nahi Jatti |