It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on ~* Muthida Qaumi Moment *~ within the Discussion Corner forums, part of the Mehfil category; Bhai mind set nahi isko kaha jaata hay jootun samayt aankhun mein ghusna....samnay dekh rahay hotay hayn k Muttahida k ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#81
| |||||
| |||||
| Bhai mind set nahi isko kaha jaata hay jootun samayt aankhun mein ghusna....samnay dekh rahay hotay hayn k Muttahida k deshetgard firing kar k gaay hayn magar kehtay hayn agency walay kar rahay hayn...khair ab 94 tu raha nahi k yahi raag alaapa jaay....media nay 12 May mutahida ki dehshatgardi ka waisay hi pol khol diya hay ab koi maanay ya na maany... |
|
#82
| |||||
| |||||
| Assalam o alykum wr wbkt Asal may baaz loogo ka kaam hi ye hoota hay kay bass apni boolay jana wo na sochty hain na samjhty hain wo loog sach janty howay bhi us say moo moor layty hain sirf ye soch kar kay dusry ki baat maan li tu apni haar hoojaye ge .....Ab MQM ka qirdar tu kisi andhay say bhi nahi dhaka chupa kay unhoo nay kaya kiya aur kaisay kiya kitni masoom janoo ko ghayeeb kiya ketno ka khoon bhaya ..magar hum haan kuch loog ankhain rakhty howay bhi jaan booj kar band kar layty hain ..khair ALLAH say dua hay kay hum ko haq baat boolnay soochnay samjhnay ki toofiq day AMEEEN
__________________ Allahumma ansur ikhwanana mujahidina fi kulli makan fi kulli zaman...(Ameen) Shaheed Tum Say Ye Keh Rahay Hain Lahoo Humhara Bhula Na Dayna |
|
#83
| |||||
| |||||
![]() me nay to pehlay hi kaha tha k u ko yaqeen nai kerna to na karo... ... but meri ye baat bhi yaad rakhna k iss kahani k kirdar, maqamaat aur waqeyaat bilkul sachay hein ![]() iss ka matlab to ye huwa k muttahida ko 92 tak kali bhereiN hi chala rahi theeN... phir jab operation shuru huwa to socha gaya k in kali bherouN se jaan churayee jaye... jo aqalmand thay unhoN nay haqeeqi ki chatri talay panah li.. aur jo baywaqoof wafadaar thay unki mukhbari kerwa ker chun chun ker merwa diya gaya... iss se ka'yee iqsam ka fayeda huwa... Altaf payen ko apni purani siyasat chornay ka moqa mila... bari bari kali bherouN se nijaat mili... aur Altaf Payen.. muft meiN mazloom ban gaye ... wese pichlay dinoN hi me nay parha tha k Altaf payen nay in kali bherouN ko aam muafi deitay huway inheiN wapus muhttahida meiN anay ki dawat di hay.... ab kia zaroorat par gai in kali bherouN Ki? Quote:
__________________ |
|
#84
| |||||
| |||||
| Moona, sk nawaz aur munda khi walay group k hathoN? ![]()
__________________ |
|
#85
| |||||
| |||||
| Quote:
kioN ![]() :haiha i![]()
__________________ |
|
#86
| |||||
| |||||
| me karachi me hota hooN aur mera bhi yahi sawal hay Quote:
__________________ |
|
#87
| |||||
| |||||
| Quote:
kia haseen ittifaq hay k iss tarah to me ko bhi aap ka rawaya muta'assibana lag raha hay ![]() waisay agar discussion horahi hoti hay to uss meiN chubhtay sawalaat bhi hotay heiN... agar jawab na aye to keh dena chahiye k ma'aloom ker k deiNgay... ta'asub ka ilzam lagana kaj behsi ki alamat hay ![]()
__________________ |
|
#88
| |||||
| |||||
| Quote:
wo ghair muttahida terrorist hoNgay ... laikin terrorist muttahida ka ho ya ghair muttahida ka... hota terrorist hi hay aap ghar k samnay walay pathanoN k morchouN aur aslahay se MQM k morchouN aur aslahouN ko sahi qarar nai dey sakteeN .... .ye to aisay hi hogaya... k choooooNkay hamaray dushman ka kawwa kala hay to hamaray kawway ko kala honay k bawajood kala na bolo ![]()
__________________ |
|
#89
| |||||
| |||||
| Quote:
Karachi me makhyoN ki tarhaaN jo Awam mer rahay heiN.. wo MQM ka hi kiya dhara hay MQM se pehlay walay karachi aur ba'ad walay Karachi ka mawazna kar lijiye to nateejay per pohoNchna mumkin nahiN... laikin kia kiya jaye ![]()
__________________ |