It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Madad mangna within the Discussion Corner forums, part of the Mehfil category; [Only registered and activated users can see links. ] jab ham nimaz main yeh aayat parhtay hain aur kehtay hain ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| [Only registered and activated users can see links. ] jab ham nimaz main yeh aayat parhtay hain aur kehtay hain kay ham sirf tujh ( Allah ) say madad mangtay hain tou phir kissi aur say kaise ????????????? yani kay ham her nimaz main tou yeh aitaraf kertay hain kay ham sirf tairee ibadat kertay hain aur tujh say madad mangtay hain .............magar nimaz kay baad YA ghos , YA ali , Data madad pukartay hain jo kay hamaray nimaz main kiyay giyay qol ki nafi kerta hay .................... ..
__________________ /shukar |
|
#2
| |||||
| |||||
| aslamualikum abbi sahib is topic pay baat karnay kay liyeay un logon man say go kay is kay against hyan ek ya 2 banday honay chahyean kyun kay her kisi ki post ka reply man akela nahi day sakta is liyeay topic ko balance rakhnay kay liyeay zarrori hay kay ap ,kartos sahib ,handsome sahib ,bazauq sahib,talha tabish sahib aur 3 naya sathi abuabdullah sahib ,jaul haq sahib ,salman gul sahib in man say koi 2 jo kay is topic pay baat karnay ko tayar hon un 2 kay name mujhay baat dayan ....baki ap apni baat un ko p.m kar dyan woh log ap ki bat yahan mujhay pohncha dayan gay........kyun kay ap sub logon ko bari bari reply karnay man mera bohat sa time consume ho ga.................
__________________ کلک رضا ھے خنجر خوانخوار برق بار اعداء سے کہدو خیر منائیں نہ شر کریں |
|
#3
| |||||
| |||||
| اسلام علیکم ورحمۃ اللہ وبرکات Tayyab Qadri Bhai, yahan pher dicuss kerni ka mqsad kisi ko Harana naheen. Bus Allah aur us ki Rasool (Peace be upon him) ki Baat Ko punchana ha. Aur Na hi Hidayat Hamari Ikhtiar main ha. Hidayat Allah Tallah hi ka Ikhtiar main ha. Hamri zima to puhcha dena ha Allah Tallah aur un ki Rasool (Peace be upon him) ki Baat aap Batain ya koi aur ham sunani aur manini ki liye tayar. yahan pher dicuss kerni ka maqsad ye bhi naheen ha ki ham Insanoon ki banaye howe Kise Firqa ya kisi Shakseat ya kisi Basti ki taraf Dawat dain. Dawat Allah talah ki taraf aur un Ahkamat ki ha jo ki Rasool (Peace be upon him) ne batayain hain. اللہ تبارک وتعالی کے فرمان کا ترجمہ کچھ اس طرح ہے { اوراس سےزيادہ اچھی بات والا کون ہے جواللہ تعالی کی طرف بلاۓ اوراعمال صالحہ کرے اوریہ کہے کہ یقینا میں مسلمانوں میں سے ہوں } فصلت ( 33 ) ۔ Baqi hamari likhi hoi batoon main ghaltian ho sakti hain. Batoon main jeetna ya harna koi Maini naheen rakhta. Asal baat Hidayat ha. ALLAH Tallah hum sub ko Hidayat naseeb farmaye. Ameen. |
|
#4
| |||||
| |||||
| Tayyab bhai na hi maira kissi firqa say tualaq hay na hi maira maqsad kissi khas griup ki hamayat kerna hay ............... abuabdullah bhai ki baat bilkul theek hay kay ham yahan iss liyay discussion kertay hain kay hamara ilm share ho aur yaad rakhain ilm share kernay say hi barhta hay ......... aur fatah sirf sach ko hoti hay ............. maira sirf itna janta hon nobody is perfect in this world Allah aur uss kay Rasool SAw ki zaat ayyub say paak hay ............ iss liyay tou Allah fermata hay " Ham nay iss Quran ko samajhnay kay liyay aasan ker diya hay tou hay koi kay sochay samjhay " deikhain deen main baat say baat nikalna ya behas ko tool daina koi mani nahin rakhta ................ mein nay aik ayyat share ki hay jo sab agree karain gay ........... phir sochnay ki baat hay na kay ham kissi aur say kaise mang saktay hain ???????????? aik misal daita hon ........... zara thanday dimagh say sochiyay .... yeh tou app ko pata ho ga kay Hazoor SAW nay fermaya Allah ko 70 mothers say ziyada apnay banday say muhabbat hay ............tou agar aap nay apni maan say koi baat manwani ho tou kiya kissi parosan kay pass jain gay ya kissi rishta daar ka sahara ????????????????? maan ko direct hi kahin gay na .......... aur agar aap nay kissi ka waseela banaya tou lazim hay kay maan ka dil dukhay ga kuon kay aap nay dil ki baat maan say kuon na kehi ..........issi tarah Allah bhi na khush hota hay ...... mein nay yahan note kiya hay kay behas kay chakkar main log jeetnay kay liyay bohat barha charha kay dalail paish kertay hain jo kay ghalat hay ............
__________________ /shukar |
|
#7
| |||||
| |||||
| aslamualikum abuabdullah sahib aur abbi sahib man bhi yahan disscusion is liyeay nahi kar raha kay kisi ko haryon balkay man ap logon ko hadyat ki taraf gamzan karna chahta hon....man nay ya mutalba sirf is wajah say kiya hay kay ek taraf to ek mokaf pay likhay walay bohat saray hon aur dosri taraf sirf ek shaks to woh kis kis ki baat ka jawab daya ga ...aur pher zahiri bat hay kay ager kisis ki baat ka jawab na diya to is disscusion ko parhnay wala to ya hi samjhay ga is kay bat in ki baton ka jawab nahi hay.......is liyeay is topic man balance rakhnay kay liyeay ya zarori hay
__________________ کلک رضا ھے خنجر خوانخوار برق بار اعداء سے کہدو خیر منائیں نہ شر کریں |
|
#8
| |||||
| |||||
| salam mayray bahiyo mai ap ka naya dost bana chata hon or muj ko bohat kooshe hai kay ap sab loog Allah kay falzal say sab ba shaoor ho. mayra name khurram awais azeemi hai mai ab sab bahiyoo say ik waqiaa share karna chata hon. poranay zamanay ki bat hai. kooch loog tijarat karnay jarahay thay rastay mai un ko ik buzurg hasti millay tu un logoo nay un buzurg say kaha kay ap Allah ki ebadat kartay hai hummaray liya bhi dua karray kay hum sath khariyat say milzil per pooch jay jis rastay say hum jarahay hai us per dakuoo ka khatra hota hai. buzurg na kaha kay theek hai bahi jab ap logoo ko koi khatra ho tu ap log muj ko pookarna layna mai ap ko bacha lon ga. is per loog khanay lagay kay ya kiya bat ardi ap nay hum Allah ko pookaray gay ap ko kyon pookaray bhiiiii????????.. or un ko boora bhala khatay howay apni minzal ki taraf chal deya.. abhi kooch hi door gay thay kay dakoo agay tu sab nay Allah rabul azat ko pookara or ik admi nay un buzrg ko tu jis nay buzurg ko pookara tha wo nazaroo say ghayab ho gaya apnay saman kay sath or kaqi loogo ko daako loot kar lay gay.. jab sab lut gay tu us admi nay logo say kaha kay dhakko mai nay un ko pokara tha tu mai bach gaya or tum nay Allah ko pookara tu tum log nahi bachay is per sab logo nay fasla kiya kay dobara un kay pas chaltay hai. or poochtay hai kay ya kiya majra hai kay jin logo nay Allah ko pookara wo loot gay or jis nay Allah kay banday ko pookara wo bach gay... jab un kay pass khafla poocha tu sawal kiya saab ya kiya masla howo hai hummaray sath. tu un buzurg nay kaha kay " jab tum loogo ko dako nay aaliya tu ik admi nay muj ko pookara tu mai nay us kay liya Allah say dua ki tu wo bach gaya magar tum logo nay apnay liya jab dua ki tu tum nahi bach. kiya tum ko ya hadees nahi mili kay ik muslim bahi ki dua dosray muslim kay liya sab say phalay koobol hoti hai. or mai nay ap nay muslim bahi kay liya dua ki hai. tu Allah nay fooran kaool ki. kise bahi ko kooch sawal hotu plz poochlay ge mai koi alam nahi hon magar alhumdoliAllah kooch malloomat rakta hon apnay piyaray deen kay baray mai talib e dua azeemi |
|
#9
| |||||
| |||||
| اسلام علیکم ورحمۃ اللہ Tayyeb qadri bhai, Allah tallah aap ko Jaza de ki aap hamari hidayat ki liye koshish ker rahain hain. Aur Allah taalh ham sab ko Quran-o-Sunnat ki zaria loogon ko hidayat ki taraf bulani ko toufeeq naseeb farmayi. Aur khurram awais azeemi bhai aap ko Khoos Amdeed, buhat buhat Shukria aap ni apni qimti mallomat hamar sath sahre ki. Aur aap ni eik Hadeeth ki Shrah bata ker hamain samjaya. Main bhi eik Waqia ki taraf Eshara kerna chahoon gha. Allah ki Nabi (Salallaho Aleh wslam) ni koch Kafroon ki Farmaish per jo apni aap ko muslman zahir ker rahi thi. Koch Sahaba ko un ki pass Taleem ki liye bheja. Aur un kafroon nain un ko dhooki se shaheed ker diya. Jis ka hamri Nabi (Salallaho Aleh wslam) ko buhat Sadma howa. Kaaaaaaaaaasssh Eis Hadeeth ki ye Samjah boojh jo aap ko Hasil howi Hamari Nabi (Salallaho Aleh wslam) ko bhi Hoti naoozbillah ki wo bhikoi eisi naseehat apni sahaba ko irshad farma date Quote:
Quote:
Quote:
Aur wo Buzurg Muslmanoon si door Us jaga per rehais pazair thi Jahan pher Dakhoon ki khtrat thi Akhir main eik hadeeth share kerna chahta hoon. نبی صلی اللہ علیہ وسلم کافرمان ہے وہ مومن جوکہ لوگوں سےمیل جول اوراختلاط رکھتاہےاوران کی تکلیفوں پرصبر کرتاہےوہ اس مومن سےبہتراوراجرمیں بڑاہےجوکہ لوگوں سےمیل جول اوراختلاط نہیں رکھتااوران کی تکلیفوں پرصبرنہیں کرتا )۔ سنن ترمذی حدیث نمبر۔(5207) سنن ابن ماجہ ۔(2 / 493) علامہ البانی رحمہ اللہ تعالی نےاس حدیث کوصحیح ترمذی حدیث نمبر۔(2035) میں صحیح کہاہے ۔ ابوہریرہ رضی اللہ تعالی بیان کرتےہیں کہ نبی صلی اللہ علیہ وسلم کےصحابہ میں سےایک شخص پہاڑوں کےدرمیان گھاٹی میں سےگزراجہاں پرمیٹھے پانی کاچشمہ تھاجوکہ اسےاچھالگاتووہ کہنےلگا: اگرمیں لوگوں سےعلیحدگی اختیارکرکےاس گھاٹی میں رہوں لیکن میں یہ کام اس وقت نہیں کروں گا جب تک کہ میں نبی صلی اللہ علیہ وسلم سےاجازت نہ لےلوں تواس نےاس بات کانبی صلی اللہ علیہ وسلم سےذ کرکیاتونبی صلی اللہ علیہ وسلم نےفرمایا: ایسانہ کروکیونکہ تمہاراللہ تعالی کے راستہ میں رہنااس کےگھرمیں نمازپڑھنےسےستر برس بہتراورافضل ہےکیاتم یہ پسندنہیں کرتےکہ اللہ تعالی تمہیں بخش دےاورتمہیں جنت میں داخل کرے ؟ اللہ تعالی کےراستےمیں جہادکروجس نےاللہ تعالی کےراستےمیں اونٹنی کےدودھ دھونےکےدرمیانی وقفےکےبرابر بھی قتال وجہاد کیااس کےلئےجنت واجب ہوگئی ۔ سنن ترمذی حدیث نمبر۔(1574) اورعلامہ البانی رحمہ اللہ تعالی نےصحیح ترمذی حدیث نمبر ۔(1348) میں اسےحسن فراردیاہے ۔ Wslam |
|
#10
| |||||
| |||||
| janab khurram sahib welcome to Dicussion corner ..................ha m umeed kertay hain kay ham ki maloomaat say istefada hasil karain gay ................ aur jahan tak iss waqea ka tualaq hay iss kay liyay arz keron ga yahan per kissi nay 2 alag cheezon ko yakja kernay ki koshish ki hay ............... musalmaan bhai ki dua zaroor qabool hoti hay magar agar wo khushi say karay ......aur insaan dua khushi say tab kerta hay jab wo uss momin say khush hota hay ...yani aap kissi musalmaan ko takleef na dain ........... aur jahan tak pukarnay ka tulaq hay aap kissi shakhs ko nahin pukar saktay ............. Agar Allah na chahay aap ko bachana tou kiya wo buzarg bacha saktay hain ????????????????? aap sab ka jawab nahin ho ga ............ aur agar Allah chahayay bachana tou kiya wo buzarg marwa saktay hain ?????????? aap sab ka jawab ho ga nahin ...hay na ........... tou bhai phir kissi aur ko kuon pukarna ................ AL-QURAN .. SORA ZUMAR AAYYAT # 2 Sirf ibadat Allah hi kay liyay hay aur jin logon nay uss kay siwa aur dost banayay hain aur kehtay hain kay ham in ko iss liyay poojtay hain kay wo hamain Allah kay qareeb ker dain gay aur jin bataon main yeh ikhtelaf kertay hain Allah uss per faisla ker day ga aur Allah jhootay aur na shukray logon ko hadayat nahin daita .
__________________ /shukar |