It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Madad mangna within the Discussion Corner forums, part of the Mehfil category; Originally Posted by Zaib. hamary yaha aik peer kamal tha logo ky gheroon main naked ghuss jata tha aaj usska ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#21
| |||||
| |||||
| Quote:
junab zaib sahib ap ko man misal dayta hon ap nay to misal di jahil awam ki aur man is disscusion corner man kai threads man kah choka hon kay man ullamae ahlesuunat nay jo kaha hay us ka jawab dayey hon na kay am awam aur jahil awam kay..ap alhazrat ki kitab a zuhdatul zakiya is kay baray man parh saktay han ap ki mazeed tasali kiyeay data hon in mazron ko to jahil awam manti hay magar ap kay ullama aur madrason kay tareef karnay walay kon kon hyan zara parhyan aur apnay ullama ki bay baki dekhyan ![]() zaib sahib zara safhay kay under line alfaz parhyan
__________________ کلک رضا ھے خنجر خوانخوار برق بار اعداء سے کہدو خیر منائیں نہ شر کریں |
|
#22
| |||||
| |||||
| junab zaib sahib ap nay mujhay kaha kay yahan koi munazar nahi ho raha to junab is thread ko shuru karnay walay han abbi sahib ya to ap pahlay un say pochyan kay jinho nay pahlay mera mokaf pocha tha ......baki rahi baat marsiya kay hawalay say to junab zaib sahib ap ko man pahlay bhi kah choka hon kay meri nazar man to woh sher chaheay ek ek kar kay liyeay jayean ...chaheay pora marsiya woh kufriya han ...ager ap ko is kay baray man shak hay kay nahin man ager pora sher nakal karta to kufar nahi to junab us sher pay itraz ap ko karna hay ....aur ab to ap kay pas pora marsiya majood hay ab bhi ap man himat nahi ho rahi kay ap kisi ek hi sher ko apnay is itraz ki bunyad kay siya k o sabak dekh jaeay is ki bunyad pay sahi sabit nahi kar pa rahya ...aur junab shak ap ko un ashar kay kufriya honay pay fatwa ap apna ullama say lyean na kay man lon ..wasy man nay yahan website say do martaba kai sawalat bhajay han daroul aloom deoband aur sath man marsiya ka pora safha bhi bhaja tha us safhay kay saray ashar likh kay magar baki sawalat kay jawab to ayeay marsiya kay baray man bilkul khamoshi hay Last edited by tayyib qadri; 05-15-2007 at 09:00 PM. |
|
#23
| |||||
| |||||
| salam ap nay hazrat umar ka ya baqiya zaroor paha hon ga kay ik bar wo mamber per khutba farma rahay thay tu wahe say kaha ay waleed phar ki side mai ho jaoo dushman arahay hai. ya awaz hazrat waleed nay 1000 of miles say sooni or phar i side mai ho gay. is ko ap loog kiya kahay gay. bahi ja Allah kay rasool nay sahaba ko taleem kay liya bhaja tha magar Allah kay rasool ko sab pata tha kay kiya honay wala hai or kiya hoga. jo Allah nay likh deya. ik hadees mai hai kay. kalam likh kay khshak hochooka. jo honay wala hai or jo hochoka. hazrat abu hoorayra ki hades hai kay ik bar Allah kay rasool nay khutba arshad farmaya fajar ki namaz kay bad yaha tak kay zuhar ho gae zuhar kay bad asar ho gae or phir mugreeb. or is khutbay mai Allah kay rasool nay hhum ko sab bata deya jo honay wala hai or jo ho chooka. muj ko kooch yad raha or kooc bhool gaya. tu mayray bahi Allah kay rasool Alam ghab thay... ap kaho gay nahi wo ghab nahi jantay thay. tu bahi hazrat jabraill kiya ghab nahi thay kiya wo ap ko nazar aatay ha. nahi wo Allah kay rasool ko nazar aatay thay. ap ko kyon nahi aatay kyon kay ghab mai hai. Allah tala quran mai khatay hai ya quran muttaqioo ko hedayat dayti hai. jo ghab pay emen raktay hai. ab dhakhay eman kiya hai. yaqeen ki akri had emen hai. Allah quran mai haqen ki 3 aksam ka zekar kartay hai. ALAM UL YAQEEN 2 HAQ UL YAQEEN. DHAKHAY. phalay ap kise cheez ka alam hasel kartay hai magar dhaktay nahi hai tu ap kay dil mai shak hota hai. phir ap dhaklaytay hai tu yaqeen mai azzafa hota hai or phir jab ap us alam ko jis ko ap nay dhakka tha istamal karlaytay hai tu phir ap haq ul yaqeen per phooch jatay hai. ex.. kise nay ap ko kaha kay bahar ik BMW cat khari hai ap nay sun liya phir ap say kise nay poocha tu ap nay kaha kay us nay muj ko bataya hai bahat BMW khari hai dhakhay ap ki bat mai abhi shak hai. phir ap nay us ko dhak liya or dhak kar kaha kay ha ik car khari hai us nay bataya hai kay BMW hai. yani abhi tak confrim nahi howa yani haq yaqeen. ab ap nay us ko pas jakay achay say dhak liya or atminan bhi kar liya us ka logo dhak kar kay bahi ya tu hakikat mai BMW hai. tu ab ap is possion per hai kay 1000 lgo mai bhi kha saktay hai ha mai nay us waqat BMW ko dhakha hai. Allah rab ul azzat quran mai khatay hai mai tumhari sha rag say zada kareeb hon tum muj ko dhaktay kyon nahi.....??????????? ??????????????? is liya nahi kay hum ko Allah per haq ul yaqen nahi hai. is liya nahi kay ja hum Allah ka name apni zaban pay latay hai tu hum tu bas name hi laytay hai baqi kooch nahi normaly dhaha gaya hai kay. jab kise kay mahboob ka name us kay samnay liya jaay tu us kay charay per kiya khoob roonak aajati hai. magar jab Allah ka name liya jay tu .................... .................... .... should love Allah and his people |
|
#24
| |||||
| |||||
| Quote:
1 - Mein nay kahin bhi nahin kaha kay kissi insaan say madad mangni chahyay ............ haan zaroor kaha kay wo aap ki madad ker saktay hain .......... aap shaid madad ko yeh samajh baithay kay buss unhi kay naam say mangna shuru ker do ................ bhai aap ko asan misal daita hon .......... aap kissi buzarg kay paas jaatay hain aur kehtay hain kay aap mairay liyay Allah say dua ki jiyay tou ho sakta hay un ki dua qabool ho jayay aur iss ka matlab yeh nahin kay aap dua chor dain her insaan ko Allah say her pal her lamha kerni chahyay apni zindagi aur akhreat sanwarnay ki aur hadayat ki .................ub aap shaid yeh samajh baithay hain kay aap unhi buzarg ka reference day ker mangna shuru ker dain ................... Man zalla zi yashfau indahu ............... Kiss ki majal hay kay jo uss kay aagay kissi ki sifarish karay ............. aur apa nay kaha kay maira aqeeda aadha teeter aadha batair hay ......... samajh nahin ayee yeh baat ............ aap ka yehi to msala hay kay aap tehqeeq nahin kertay ............. Quran " aur ham nay iss quran ko samjahnay kay liyay asaan ker diya hay tou hay koi kay sochay samjhay " .............. zumr.bmp aap nay kaha key mein bhi dossra channel use kerta hon .....Alhumdulillah mein aisa nahin kerta .............Wasjud waqtarib " aur sajda ker aur mairay qareeb ho ja ..........Jab Allah itni asani say qareeb ho jata hay tou mujhay kuon channel chahyay doosra ............. aap naik logon say kuon mangtay hain ????????? khud kiya kissi nay roka hay aap ko khud utnay naik kuon nahin bantay ............. hamasiha wohi naqal ka sahara laita hay jiss nay tiyyare nahin ki hoti ........aur Allahg kay haan naqal nahin lagti .
__________________ /shukar |
|
#26
| |||||
| |||||
| السلام علیکم Assalm-o-Alikum khurram awais azeemi bhai Quote:
Quote:
Aur Aap apne in Ilfaz per ghor ke jeye Quote:
نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم کا ارشاد ہے Jab ki is waqia si pata chalta ha ki Hamari Nabi ko un Ki Shahdet ka jab ILM Howa (Un Ko bhejti waqt ILM Naheen tha) to Aap ko Kafi Sadma Puhncha aur aap ni Un kAfroon per Tama Namzoon main Kafi Din tak bad dua ki (Qanoot Nazla pheri).جس نے مجھ پر وہ بات کہی جومیری نہیں تو وہ اپنا ٹھکانا جہنم میں بنا لے - صحیح بخاری و صحیح مسلم Is ka refrence de jiye gha ki un ke Shaheded honi ka Aap ko Pehli si Pata tha? Agar Aap ki baat tasleem ker lain to
|
|
#27
| |||||
| |||||
| aslamualikum abbi sahib ab dalil ka silsila shuru kartay han.......pahlay man ap kay dalil ka jawab don ga us kay bad ap meray dalil ka jawab dyan gay....sub say pahlay atay han us ayat ki taraf jo kay ap nay is thread kay shuru man paesh ki.... junab man nay pahlay hi kaha tha kay ALLAH kay nek bandon ki madad bhi hakik tor pay allah hi ki madad hay ...jasay kay allah nay farmaya hay...nahi hay hukam magar allah ka....pher irshad farmaya....allah hi ki han tamam asmanoon aur zameen ki cheezen..........lak in aj hum hukam ko hukam bhi mantya han ...aur cheezon pay apna dawyeay malkiyat bhi rakhtya han...is man murad hay kay hakiki hukam aur hakiki malkiyat allah hi ki hay magar makhlook ko ya sub batye ilahi hay....junab ager is ayat ka matlab woh lay liyeay jaya jo kay ap lay rahay han ya ap kay kuch hum aqeeda lay rahyan han....to junab koi bhi pher muslman nahi rah sakta....aj kla hum madrason aur masajid ki tameer kay liyeay umara say mada mangtya han.....bimari man shifa kay liyeay hakimon kay pas jatya han....is liyeay is ayat kay mani ko sirf yahan tak mehdod kar layna jahna tak kay ap logon nay kiya hya sara sar ghalat hay.......is ayat man ya hi murad hay kay hakiki madad allah hi ki hoti hay chahay hum is kay liyeay kisi ko bhi wasila kyun na banyan ......jasay kay hazrat esa a.s nay elan kiya kay man korhi kay mareezon ko shifa data hon..madarzad andhon ko beena karta hon allah kay hukam say......jub ya ayta bhi hamaray hi mani pay dalil hay |
|
#28
| |||||
| |||||
| mairy likhay shair per fatwa sader nahi kiya aap nayh ker daity tou main aap ko aik alag duniya ki ziyarat kerwata khair munazira kerny ky asool hoty hain aur her koi munazira nahi ker sakta ilam naam ki koi cheez nahi web sites saay copy paste kernay walay munazira nahih ker sakty bata'ain aap ny asool hadeeds kaha saay pahre aur ahadeeds kitni qisam ki hoti hain aap bass shooq hy munaziray ka web sites saay copy paste ker kay yay nahi hoo sakta ky aap alim ban ja'ain
__________________ ميں سچے رب كے رستے ميں سو بار لڑوں اور جاں دے دوں پهر لوٹ كے دنيا ميں آوں پهر جام شهادت نوش كروں |
|
#29
|
| |