It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Ilm-e-ghaib within the Discussion Corner forums, part of the Mehfil category; Originally Posted by abbi1602 Mashllah bohat hi umda ayat share ki jiss main saaf saaf bataya giya hay kay Nabi ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#11
| |||||
| |||||
| Quote:
MUJHE SIRF IS AYAT KA TARJAMAH APP KER DIJIYE OR KUCH NAHIN CHAHIYE DOODH KA DOODH OR PAANI KA PANI HO JAEGA SHOAIB AKHTER MUGHAL |
|
#12
| |||||
| |||||
| well nice work itni saari ahadeees 1st time akathe perhnai ko milin
__________________ i LuV Me! кσσℓ gυу(dA dEcEnT oUtbReAkEr) |
|
#13
| |||||
| |||||
| Quote:
waisai main sumjh nahe paya kai App hain kis tarf @};- kafi sare batain karnai kai Baad app nai khud he maan leya kai ALLAH (SWT) KA ILM UNLIMITED "ZAATI" HUZOOR (PBUH) LA ILM LIMITED "ATAI" (ALLAH KA ATA KIYA HUA" yah he to sub kahtai hain per kuch logh is sai inkaar kartai hain or kahtai hain kai App (S.A.W) ka ILM bhe unlimited tha @};- or hum yah kahtai hain kai unlimited ILM Sirf Allah kai pass hai os kai baad kis kai pass kitna ILM hai yah baat bhe Sirf Allah he janta hai |
|
#14
| |||||
| |||||
| Quote:
IS MAIN MAANNE KI KIYA BAAT HAI HAMRA AQEEDAH HI YEHI HAI OR AAP KEHTE HAIN HAIN SUB KA YEH AQEEDAH HAI TO AP KI KNOWLEDGE KE LIYE ARZ HAI KE SAB KA AQEEDA YEH NAHI HAI....... MASLAK-E-DEOBAND OR MASLAK-E-AHLEHADEES KEHTE HAIN JO NABI KE BAARE MEN YEH AQEEDAH RAKKHE KE HUZOOR (PBUH) KE PAAS ILM-E-GHAIB HAI WO MUSHRIK HAI...... (IS ME BAAT LIMITED YAA UNLIMITED KI HO HI NAHIN RAHI YEH LOG SIRAY SE MAANTE HI NAHIN ) AAP KHUD TEHAQEEQ KER SAKTE HAIN YAA AGAR CHAHEN TO MAIN AAP KO SUBOOT PESH KER SAKTA HOON SHOAIB AKHTER MUGHAL |
|
#15
| |||||
| |||||
| Quote:
First of all, is forum per, yaan keheen per bhi hum firqa wriyet per tubsare nahin ker sekte...u know where it would end up n the ultimate end... secondly...Ilm-e-Ghaib ki definition per agar ghaur kerain to...aap ko khud ehsaas ho jaye ga ke, Ilm-e-ghaib siref Allah tabarakuhu wa Talah ke paas hai... simple. Kehne wale so batain kehain ge...aap common sense bhi use ker sekte hain ...
__________________ A heart in pain longs for rain a heart asks for no shrine No heavens divine but for a heart that's mine |
|
#16
| |||||
| |||||
| Quote:
Haan G Agher Sawal Yay Hoga Ky Hazoor Pak Salalho Alaihe Wasalam Alim-e-ghaib Hain Tou Jawab Na He aa'ay ga Ki U Kay Jitna Sadah Sawal Hy Utna He sadah Jawab Hy (woo kahawat tou suni hogi na jaisa mu waise chapair) aap loog sawal munasib kerain jawab Alhamdulilah yay he millay ga ALLAH (SWT) KA ILM UNLIMITED "ZAATI" HUZOOR (PBUH) LA ILM LIMITED "ATAI" (ALLAH KA ATA KIYA HUA"
__________________ ميں سچے رب كے رستے ميں سو بار لڑوں اور جاں دے دوں پهر لوٹ كے دنيا ميں آوں پهر جام شهادت نوش كروں |
|
#17
| |||||
| |||||
| Quote:
Umeed kerta ho app bhi kheriat say hogay ![]() jaha tak may nay andaza lagaya you are totally confused any ways. phelay may app ko batana chaho ga kay Ilm-e-Gaib wo ilm hota hay jis ka sirf or sirf Allah ko pata hay. ager Iml-e-Gaib sari dunya ko pata chal jay to Iml-e-Gaib nahi rehta kun kay her aik us ko janta hay.may manta ho kay Allah nay PBUH ko Ilm-e-Gaib diya per app yeah goor karian kay Ilm-e-Gaib bhi Allah ki hi dain thi asa nahi hova kay PBUH kay paas kahi or say ilm agaya. or dosri baat yeah kay jo Ilm-e-Gaib Allah nay PBUH ko diya wo Ilm PBUH nay Apni ummat ko bataya maslan Qimaat ka manzer Qiamaat kay baad kia hoga ya phir pichlay nabio kay qisay. jo kay sab kuch Quran-o-Hadees may hay yani her koi perh sakta hay is ka matlub to yeah hova kay mughay or app ko bhi Ilm-e-Gaib hay. Ilm-e-Gaib wo ilm jo Sirf or Sirf Allah ko pata hay yani kis shaks nay kab merna hay kab kiamaat ani hay wegyra wegyra sa ilm jis ka ilm kisi ko bhi nahi PBUH ko bhi nahi. Is liya jab bhi PBUH say Qimaat ya death kay baray may deryaaft kia jata tha to wo sirf or sirf yehai kehtay thay may nahi janta kay moot kab ati hay or yaqeenan Qimaat nazdeeq hi hogi etc yaha per sab hi theek keh rahay hain lakin humain yeah sochna chahiya kay ILM_E_GAIB kis ko kehtay hain is ilm ko jo Allah nay PBUH ko diya ya phir is ILM ko jis ka ilm abhi tak kisi ko nahi Khush Rahain Handsome ![]()
__________________ Please use Image around 60KB only as your signature. Thank you Admin |
|
#18
| |||||
| |||||
|