It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Film: Khuda kay Liye (In The Name Of God) within the Discussion Corner forums, part of the Mehfil category; mairy khiyaal main tou yay bahess fazool hy tamaaam umat ka gana bajany ky baray main ijma hy ky yay ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [1] |
|
#41
| |||||
| |||||
| mairy khiyaal main tou yay bahess fazool hy tamaaam umat ka gana bajany ky baray main ijma hy ky yay haram hy aur 13...1400 saaal iss per ijma raha hy chaaand naaam nihaad islam kay thaikaidaaroo ki waja saay ham iss ko halal kaisay maaanlain
__________________ ميں سچے رب كے رستے ميں سو بار لڑوں اور جاں دے دوں پهر لوٹ كے دنيا ميں آوں پهر جام شهادت نوش كروں |
|
#42
| |||||
| |||||
| Quote:
Instruments ki jahaan tak baat hai to siwai Daf kai kahain is ki ijazat nahe milti hai or daf ki bhe mashroot ijazat hai like shahdi biya but os door main daf kai sath jangi taranai gaey jatai thai jin main Gulat qissam kai Alfaaz nahe howa kartai thai or Ajj kal ki music main poetry ka jo haal hai wo kise sai chupa nahe hai ... Ab aatai hain on Ahadees per jin main ijazat de gae hai..... Aghar on Ahadees ko dekha jaey to wo Islam kai start kai dinoo ki hai or yah baat sub he jantai hain kai Ahkamat Ahista Ahista aaey hain or jub Madina main mukmal Aik riasat ka qayyam ho gaya to os kai baad ayse koe missal humain nahe milti hai.... or haqiqat ki nazar sai dekha jaey to Sahaba-e-kiram (R.A) sai humain music ki muzamat he milti hai |
|
#43
| |||||
| |||||
| Quote:
App masha Allah mujh sai zeyada parhai likhai hain App jantai hain kai baz Alfaz Apnai Andar bohut sai Alfazon ko laey hotai hain yani kai mukmal detail bayan karnai ki zarorat nahe hote sirf wo word kah daina kafi hota hai jaisai English ka aik word hai secretary Education Ab is ka Urdu tarjuma kuch or ho ga but Aghar app is ko Apni CV main likhain gai to mutlub kuch or ho ga @};- Ab Lahwa alhadith sai keya murad hai yah yaqinan App or mujh sai zeyada wo logh jantai hoon gai jo kai App (S.A.W) kai qareeb tar thai @};- |
|
#44
| |||||
| |||||
| Quote:
__________________ Learner ................ |
|
#45
| |||||
| |||||
| Asalam-o-Alaikum Ahadees mai bilkul wazahat ke sath ganay bajanay ko Haram qarar diya gaya hai, ma-siwaye shadi biya per lerkio ke munasib shayiri walay shadi ke geet ganay ke. is ke bawajood jo is baat per mussir ho ke mosiqi haram nahi, woh goya ke Hadees ka inkaar ker rahe hain. Moulana Mufti Muhammad Shafee (r.a.) ne apni kitaab "Islam or Mosiqi" mai taqreeban "32 Ahadees" Mosiqi ke Dalayil-e-Hurmat baab mai or taqreeban "40 Ahadees" mosiqi ke Dalayil-e-Abahat baab mai jama ki hain. jin logon ke zehno mai yeh ibhaam paida ho gaya hai ke janab Islam mai mosiqi Khudanakhuwasta Halal hai, un ko chahiye ke Mufti-e-Azam Moulana Shafee ki kitaab ko study karain, us mai boht kuch aisa jama kya gaya hai ke aap ke zehno mai mojood taqreeban sab hi sawalon ke jawab inshaAllah aap logon ko mil jayen gay..... mujhe afsos hai mai us kitaab ke 447 pages yahan share kerne se qasir hoon, lekin please ab is behas ko ussi waqt aagay berhaya jaye, jab behas mai shareek log sab Ahadees ko perh chukay hon, ta ke hum sab mazeed gunahgaar na hon.... JazakAllah
__________________ ![]() Last edited by Mukhshif; 08-02-2007 at 06:51 AM. |
|
#46
| |||||
| |||||
| Quote:
__________________ Learner ................ |
|
#47
| |||||
| |||||
| Soch raha hon kay ham nay deen per itna aboor hasil ker liya kay ub un cheezon ko halal prove ker rahay hain jo arsa draz say haram aur mamnoo qarar pati aayeen hain ............ aaj mosiqi tou kal sharab person kuch aur .................... .... kher her jurm per perda dalnay kay liyay aqal daleel daiti hay takay jurm ka ehass mit jayay .................. Mosiqi ki roz marra misal daita hon ............ ghar main ham her waqt suntay hain ..........garee main baith-tay hi sab say pehla kaam muzik on .............. chaltay phirtay FM mobile say .............. akailay main gungunatay hain ..............bathro om main singing .................... chahnay walon ko music ka gift ................... Azan ki awaz tak music main dab jati hay ................. hamari masjidon main mosiqi dakhil ho chuki hay mobile kay zariyay yani doran-e-namaz bhi hindi gaanay sun-nay ko miltay hain ................... yani hamara kalma , namaz , quran , sab mosiqi hay ....... Wo zuban jissay Allah ki tareef / shukar biyan kerna chahyay her pal wo kiya kerti hay ??????? wo zuban jiss ka ziyada waqt darood parhnay main kherch hona chahyay wo kiya kerti hay ???????????? wo dil jiss main Quran ka noor ho uss main say kiss saaz ki awaz aati hay ................. agar phir bhi mosiqi halal hay tou achi baat hay ............. kal koi nayoz billah aisa bhi ferma day ga kay qiyamat kay din jiss ko jitnay ganay yaad hon gay wo utna hi ooper arsh tak jayay ga .
__________________ /shukar |
|
#48
| |||||
| |||||
| Quote:
Is terha to mera ser arsh ke nichle hisse se chipka ho ga....agar shak hai to aain...antakshiri ka muqabla ker lete hain..both in english and hindi... ![]() Khair...bhai....jais e aap khud apne quote main beyaan ker chuke hain ke aap ka apna ganon se kitna connection rehta hai...waise bhi aur bhi logon ka hai..bulke aaj kel to shayed 99.99 percent logon ka ho ga...aur agar jis ka nahin ho ga woh deaf ho ga...yaani behra... Baat siref yehi hai ke, hum jub apne ghuron main, yaan walkman per...yaan kissi aur entertainment ki jugah per gane tunwael ferma rehe hote hain to, humain yukser is ke halal yaan haram hone ka khaam khiyal bhi nahin hota....hum siref sunte hain..gungunate hain....yaan enjoy kerte hain...hai ke nahin...it's a fact....ab agar is ke halal yaan haraam hone ka sawaal hai to...yeh humari apni soch hai...ke hum ise kis hud tuk le ker jate hain... Beshuk dene wale apne hisaab se apni raye dain ge...kuch Ahadees is ki muzbooti se muzammat kerti nuzur aain gee...jub ke doosri is ke liye thori nurum...aur ye jawaz jaan boojh ker rukha gaya hai...jaise ke firqawariyyet hai...hai ke nahin...ab agar sunni kehe ke shiya ghair muslim hai...yaan shiya kehe ke doosra firqa ghair muslim hai...to baat fasaad bun jaati hai...we all know....so it holds for other things as well..like music.
__________________ A heart in pain longs for rain a heart asks for no shrine No heavens divine but for a heart that's mine |
|
#49
| |||||
| |||||
| Quote:
Quote:
janab mufti Muhammad Shafi sahib ne Ahadees ke sath tehreer kya hai ke konsi Hadees Sahih hai, konsi hasan or konsi zayeef. isi liye keh raha hoon ke bhai pehle kitaab perh lijiye... ya kam iz kam un Ahadees ko perh lijiye.
__________________ ![]() |
|
#50
| |||||
|