It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Bilawal+Benazir Bhutto within the Discussion Corner forums, part of the Mehfil category; Salam guyz; Wht do u say abt wht happened in pkaistan who might be behind all this cospiracy wht do ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| Salam guyz; Wht do u say abt wht happened in pkaistan who might be behind all this cospiracy wht do u all say n wht abt her son should he be in politics or wht well i think o hua bohat bura hua nein hona chahiyey tha she was such a nice lady waitin for ur comments ![]()
__________________ MoutKoApnanaChaha ParAfsosZindagiNeinH ameinMoutSayCheenLiy a |
|
#2
| |||||
| |||||
| I don't think she was a nice lady and i believe Asif Zardari is involved in her murder
__________________ Mout na aye, Teri yaad kiun aye |
|
#3
| |||||
| |||||
| jahan tak Benazir woh to aik nice lady thien Allah unhien apni rehmat mein rakhay ab baat hai Bilawal to woh to aik bohat bera joke hai lagta hai people party shaid dufers ki party hai ke unhien aik bhi kabil member neigh mila apni party mein jo unhien lead ker sakay. Afsoos |
|
#4
| |||||
| |||||
| 100% true .....
__________________ Please use Image around 60KB only as your signature. Thank you Admin |
|
#5
| |||||
| |||||
| Well Baynazeer ko nice lady keh diya herat hay jis insaan ki gov ko most crupt gov kaha jata hay dunya ka wo nice kesy ho sakti hay? Zardari hi hay su ka asal qatil koi manay ya na manay. kun kay BB ki halakat ka sab say ziada faida usi ko hova hay or nuqsaan Gov ka hova hay or bichari alqaida her baar ki terha is bar bhi ghasiti ja rahi hay |
|
#6
| |||||
| |||||
| I agree with Cheena that she was corrput and Asif Zardari is involved in her murder |
|
#7
| |||||
| |||||
| App loog zara khoof e khuda karian and marna wala ko zara acha alfazoon main yaad kia jayia to acha haa. Posts parh ka lag reha haa ka hum main sa insanyiat bhee khatam hooti jaa rehi haa. Anyways app loogoon ko yia to nazar atta haa ka Banaziar corupt thee and Zardari na uss ka murder karwayia lakin app na yia nehi dakha ka uss ke death kaa jis tarhaan soog manayia ghiaa haa uss na Pakistan ko phir sa unite kar dia haa. Ajj sa pahlaa kisi bhee leader kaa iss paimanaa par soog nehi manayia ghiaa ka hir gali mohalla main agg lagi thee and sarkoon paa police or govt agencies ka naam o nishaan nehi thaa. Loogoon na asa soog manayia haa jasa un ka ghar sa janazaa utha haa. Aik orr baat bari important thee ka iss waqaa ka baad hamara loogoon ko protest karna ka tareeqa bhee aa ghia haa and wo baat jo hir shaks kahtaa ( ka hamara loog protest nehi kartaa) to Banazir ke death naa humain yia bhee sekhaa dia haa. Jo kaam Banazir apni zindagee main naa kar saki wo kaam uss kaa marna ka baad shuroo hoo ghia haa. Kahtaa hain ka kuch loog apni zindagee main itnaa iaham nehi hootaa jitnaa wo marna ka baad hoo jaataa hain and Banazir yaqinan un main sa aik haa. Allah uss kee maghfarat kara. Amen Wasalam BABA
__________________ Success is 1% inspiration and 99% perspiration ![]() Its not important what you know, its about who you know |
|
#8
| |||||
| |||||
| Quote:
aap shayad duniya mein nahi rehtay meray bhai...jis tarha baynazir ka sog manaya gaya hay ussay unity kahan depict ho rahi hay balkay yeh tu indication hay androoni khalfishaar ki or civil war....yani pehlay shops ko loota gaya hay or phir aag lagai gai hay...ghor kijiyay hum kis taraf jaa rahay hayn .. Wsalam Junki |
|
#9
| ||
| |