It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Accident by your or with u within the Discussion Corner forums, part of the Knowledge Base category; Asslam o Alaikum..!! ek naey topic k saath hazir hy.. bas asaan sa sawal hy k kiya aap say kabhi ...
| |||||||
| Features | Register | Search | Today's Posts | Mark Forums Read |
|
#1
| ||||
| ||||
| Asslam o Alaikum..!! ek naey topic k saath hazir hy.. bas asaan sa sawal hy k kiya aap say kabhi kisi ka accident howa aur ya kiya aapka kabhi accident howa ( ALLAH say dua hy k dono hi na howay ho ) ![]() aur in dono situation main kiya karna chahiye ?? agar aisa ho jae.. cuz meray saath aisa howa tha k meray say kisi ka accident ho gaya tha.. i was in car n he was in bike.. but that was not my fault.. uska hi fault tha.. aur phr woh door ja kar gira.. aur mainay help bhi ke.. hospital le kar gaya.. sab kuch kara.. aur woh us waqt tak mera shukriya hi kar raha tha.. lekin baad main.. bilkul change .. mera card rakh liya aur black mail karnay lagay.. phr usko paisay diye kafi saray tu jaan choti.... fault mera nahi tha but just isliye k chout usko aai the tu ek bahana samajh lay .. mujhay tu bht afsoos howa k aisay bhi hotay hy loog.. halakay jis jaga accident howa tha waha koi nahi tha aur main chahta tu usko waha akela chor kar ja sakta tha.... bas mera ek msg hy kabhi aap k saath aisa ho jae tu jis say aapka accident ho tu ek dafa yeh soch lena k hum say bhi yeh ho sakta tha.. jaan bach gae yehi bht hy.. is tarah say black mailing karna achi baat nahi ![]()
__________________ |
| The Following 3 Users Say Thank You to stranger_22 For This Useful Post: | ||
|
#2
| ||||
| ||||
| wa alekum assalam ... Share Alhamd-o-Lillah aisa koi accident mere sath ya mera na hua ... Allah Ta'la sab ki apni amaan main rakhay,aameen. chotay motay incidence ho hi jatay hain. gari halki phulki lag jana ... qingqui bara kaam kharab karti hai ... ![]()
__________________ "Worry Ends Where Faith Begins." |
| The Following 2 Users Say Thank You to The_Poltergiest For This Useful Post: | ||
|
#3
| ||||
| ||||
| thanks poltergiest..!! Share aur kiya cheez kaam kharab karti hy qingqui >>???? |
|
#7
| ||||
| ||||
| hmm rikshaw... cycle aur ghada gari walay hamesha hi masla ban jatay hy Share ![]() |
|
#9
| ||||
| ||||
| yep ... actually yeh loog peechay nahi dekhtay.. k side say koun aa raha hy ..... yeh masla hy... Share |
![]() |
| Thread Tools | |
| |