Mashllah bohat hi umda ayat share ki jiss main saaf saaf bataya giya hay kay Nabi SAW ghaib ka ilm jo unhe ata kiya giya hay batanay main koi kami nahin kertay ........... sab jantay hain kay Allah poori kainaat ki her posheeda cheez say waqif hay aur uss nay Nabioun ko kai baton say agaah kiya aur jo jo bataya giya ussi had tak ilm un kay pass raha .............
agar aap iss ayyat ko apnay matlab nikal ker iss bata ka proof chah rahay hain kay hazoor SAW ko her baat her guzray hoyi baat her aanay wali baat jo kay Allah nay poosheeda bhi rakhi ho tou ..............aap nay Quran ki nafi ker di ..............
1 - Quran nay hazra aisha ki gawahi di .................... .... kuon sirf Allah ko sach baat maloom thi ...........
2 - Quran nay aay Nabi SAW jo tum say qimayat kay baray main poochtay hain keh do kay uss ka ilm tou sirf Allah kay paas hay ..........
3 - hazoor SAW apnay chacha Abu Talib ko akhree waqt tak eman qabool kernay ki koshish kertay rahay
4 - Quran nay Nabi SAW ko baqi nabioun kay baray main bataya ...............
i think this is enough .