Quote:
Originally Posted by junkifunki haan issay kis ko inkaar hay k nawaz sharif or baynazir chor or lutayray hayn...
magar in mein say koi Altaf jaisia khooni bhairiya nahi hay....kabhi Qaid-e-Tehreek, Kabhi Altaf Bhai or Kabhi peer sahab ban kar natak rachata hay.....ab 94 wala time tu raha nahi k dehshahtgardi karayn qaid-e-tehreek or raag alapa jaay k agencies kar rahi hayn...ab tu bhai aik tiny say mobile cameray say poori video ban jaati hay.....khooni bhairiyon nay 12 MAy ko jo khooni natak karachi mein khaila ussay poori dunya nay live dekha hay.....haan yeh mana jaa sakta hay k 12 May ko agencies nay bhi bharpoor saath diya mutahida ka dehshat gardi mein....yeh wahi darinda hay jisnay Qaid-e-Azam ka mazaar per Pakistan ka flag jalaya tha...yeh wahi khooni hay jiski video aaj bhi youtube per maujood hay jis mein yeh india say maafi mang kar keh raha hay k taqseem-e-hind aik bohot bari ghalti thi....... |
Meray Bhai Nawaz Shareef or Benazir bhi Altaf Hussain (Baqol apke) jaisay hi khooni bhairiye hain (Wese Benazir Bhairiye ki female hay)

agar aap apne mind set (jo k set hay) change nahi karna chahtay to apki marzi, warna in tamam leaders main koi farq nahi hay, haan bas ye hota hay k Altaf ka sataya usay bhairiya qarar daita hay, Nawaz shareef or Banazir ka sataya unhain bhairiye qarar daitay hain.
Pakistan ka Purcham PPP nay or Jiye Sind nay kai baar jalaey magar woh aaj tak muhibb-e-watan kyoon hain???????????????? ??????? log unhain bura hi nahi kehtay!! shayad is liye k unko Pakistan wirasat main mila hay, son of the soil hain, jo dil chahay Pakistan k sath salook karain.
Baqi Benazir ki Bharat kay tankon par pakistan aanay wali baat bohot say log bhool gaey hain but mujhay aaj bhi yaad hay, or jab cargil main mujahidin nay qabza karlia tha or kashmir tak india ki supply line cut kardi thee to ye nawaz shareef hi tha jo America ja ka aapany aaqaon say ye ahkamat lay kar aaya tha k pakistan cargill say apni afwaj or mujahidin ko withdraw karay or india ki lands usay wapas karay.
lehaza ALTAF HUSSAIN = NAWAZ SHAREEF = BENAZIR =
