Quote:
Originally Posted by Mian_Imran JAWAB aata hay ya Goli aati hay, ab to yeh bad main fata chalay gay |
Bhai Karachi to mashhoor hi ghareeb-parwar shehar k naam say hay. Lakhon log dosray sooboon saay aakar yahan apni rozi roti kama rahay hain, agar aap ko lagta hay k idhar goli milti hay to phir itnaaay bohoooot saray log kaisay yahan zindagi guzar rhay hain, hmm ??????
