Quote:
Originally Posted by Aik Lamha O munda payen.... meiN nay aap ko group me shamil nai kiya. actually khatoon nay me ko un logouN k group mein shamil kerdiya jo ittifaq se wahi keh rahay thay jo me keh raha tha... aur phir grouping ka ilzam bhi lagaya... to me nay unko ye ahsas dilanay k liye aisa to unki taraf bhi hay.. ye likha.. .i didn't mean that you have a group.... sorry anyways... |
ye mera wo reply .. jis ki base pay aap nay grouping ki baat ki
Quote:
Quote: Originally Posted by Aas
Kissi sochi samjhi sazish ka shikaar ho gaye hain....shayed....
|
Quote:
Originally Posted by *Moon*Corona* is grouping k haathon ....  |
dikhain
kahan aap ka ya or kisi ka naam lia ?
ilzam main nay lagaya ya aap nay ?
kuch to ahsaas hona chahye na
ye to wohi baat ho gai na k main nay ye to nahi kaha main to ye kaha .
aap nay bila waja munda khi k sath grouping kar di jab k un ki kuch baten [ pori nahi] meri kuch baton say ittifaq kar rahi theen.