View Single Post
  #56  
Old 08-02-2007, 09:13 PM
duamaq's Avatar
duamaq duamaq is offline
Fight & Die 4 ALLAH
 
Join Date: Oct 2006
Posts: 256

Country:

Tutorials: 0

Thanks: 0
Thanked 2 Times in 1 Post
Nominated 0 Times in 0 Posts
TOTW/F/M Award(s): 0
Rep Power: 206
duamaq has much to be proud ofduamaq has much to be proud ofduamaq has much to be proud ofduamaq has much to be proud ofduamaq has much to be proud ofduamaq has much to be proud ofduamaq has much to be proud ofduamaq has much to be proud ofduamaq has much to be proud of
Post Re: Film: Khuda kay Liye (In The Name Of God)

Assalam o alykum wr wbkt...

zaib bhai jin ashab aur time ka aap nay zikar kiya tu bhai un loogo ko tu aur koi kaam nahi tha apna ziyada tar time deen ki asahat ..us ko seekhnay aur sekhanay aur tableeg par lagaty thy ALLAH ki taraf say di gayi naimat aqal ka istamal bhi wo deen ki khair khawayi aur muslmanoo ki behtri may istamal karty thy ....aab masha ALLAH hum jaisay loog jin ko aqal ka istamal bahoot ziyada roshan khiyali may karna agaya hay har time ganay bajanay sunay aik dusry say larna tu aap khud sochoo humhari aqal tu phir asy hi taraf taraqi karay ge aur hum ko tu sirf apnay mufaad may jo acha lagay ga usi kay baray may aqal bhi use karain gay ye hi waja hai kay hum un say ziyada aur 1400 saal bad ye saab batain halal aur jaiz qarar day rahay hain .......ALLAH maaf farmaye humhary gunha aur hum ko apni aqal ka sahi istamal karnay ki toofiq day AMEEN
__________________
Allahumma ansur ikhwanana mujahidina fi kulli makan fi kulli zaman...(Ameen)
Shaheed Tum Say Ye Keh Rahay Hain
Lahoo Humhara Bhula Na Dayna
Reply With Quote