Quote:
Originally Posted by Inam is leye bhaii sahab ulama ki baton per aankhein band ker k nahein gir perte, kuch apni aqal bhi istemaal kerna chaheye, wo bhi allah hi ki ata kerta nehmat he. |
Ulma ki kisi baat per mai gira nahi hoon, lekin Quran-o-Hadees per ankhain band ker ke Imaan rakhta hoon. Alhamdolilah
ankhain tou un logon ki band hain jo apni marzi ka deen chahtay hain, jinho ne apne nafs ko mabood bana liya hai, woh Quran-o-Hadees se apni marzi ki baatain nikaal letay hain.