Quote:
Originally Posted by mainna app ke signature zaberdazt hein  , baansari sunne ka maza aa gia! |
ahhhh ... shukar hay koi to baa'zauq mila ... kab say Bansuri lagayi howi hay signature main .. kissi nay jhootay moo tareef tak nahi ki ...
Thanks Mainna jee .. main mazeed record kar kay laganay kay soch raha hoon .. keep checking .. aap ki hosla afzayi ka intazaar rahay ga ...
