Quote:
|
Originally Posted by duamaq Assalam o alykum wr wbkt
HAzrat Dawood A .S kay baray may jo kha jaraha hay na samjh loogo ki batain hain wo suna hay aur parha hay kay Hazrat dawood A.S jaab Zaboor ki talawat karty thy tu un ki awaz may is suroor aur itni dillagi say karty ...aab is baat ko ye jahil loog muziq khaian tu in ki aqaloo par paeda dala howa hay hum kaya kar sakaty hain ... |
Wasalam!!!
hanks for help yani yeah baat to sabit hay kay Hazrat Dawood A.S kay pass jo khobsorat awaaz ka mojza tha wo usay Tilawat Kay liya use kerty thay. per abhi bhi dosra reference jo Movie may diya gaya yahi:
"Aik bar PBUH nay Hazrat Aisha say kaha kay Barat Ansario may jarahi hay wo Music say lagao rakhtay hain kia tum nay Barat kay sath ganay wali bheji hay."
is ka kia karain :-s