Quote:
Originally Posted by *Moon*Corona* acha 
hamaray ghar k samnay to dosri qomiyat k logon nay morcha banaya hoa tha
pathan pathan type
aslahay sameyt
wo kon thay phir  |
wo ghair muttahida terrorist hoNgay

... laikin terrorist muttahida ka ho ya ghair muttahida ka... hota terrorist hi hay

aap ghar k samnay walay pathanoN k morchouN aur aslahay se MQM k morchouN aur aslahouN ko sahi qarar nai dey sakteeN

.... .ye to aisay hi hogaya... k choooooNkay hamaray dushman ka kawwa kala hay to hamaray kawway ko kala honay k bawajood kala na bolo
