me karachi me hota hooN
aur mera bhi yahi sawal hay
Quote:
Originally Posted by *Moon*Corona* aap agr karachi main hotay to ye sawal shayed na kartay
aap nay wo he dekha jo AAP k media nay dikhaya
ham nay live dekha hay
apnay gharon k samnay
k kon power dikha raha tha
ziada bat karongi to shayed bura maan jain gay 1.gif)
i know u hate MQM ...yahaan aa ker aeylaan karna itna zarori nahi tha
or us sorat main jab k ap is sextion main kabhi aaye bhi na hoon
mgr i wanna say k is behes say kam say kam aap ..guraiz karen . @};- |