Re: Film: Khuda kay Liye (In The Name Of God) | | Assalam o alykum wr wbkt
HAzrat Dawood A .S kay baray may jo kha jaraha hay na samjh loogo ki batain hain wo suna hay aur parha hay kay Hazrat dawood A.S jaab Zaboor ki talawat karty thy tu un ki awaz may is suroor aur itni dillagi say karty ...aab is baat ko ye jahil loog muziq khaian tu in ki aqaloo par paeda dala howa hay hum kaya kar sakaty hain ...
__________________ Allahumma ansur ikhwanana mujahidina fi kulli makan fi kulli zaman...(Ameen) Shaheed Tum Say Ye Keh Rahay Hain Lahoo Humhara Bhula Na Dayna |