Film: Khuda kay Liye (In The Name Of God) | | Aslam-e-Alikum!
Pakistan release its new movie Khuda kay Liye (In The Name Of God)
Well movie kafi acchi hay or Islam or Muslim and Pakistan say related hay movie
may basically 4 topics hay
1) Pasand Ki Shadi
2) Music
3) Darhi
4) Libaas
Film may kafi acchi terha Pasand ki Shadi, Darhi or Libaas kay baray may biyaan
kia gaya hay per MUSIC ko Haram nahi kaha gaya or bataya gaya hay kay Hazrat
Daood (A.S) kay paas music ka hi mojza tha or aik or Example peesh ki kay:
"Aik bar PBUH nay Hazrat Aisha say kaha kay Barat Ansario may jarahi hay wo Music say lagao rakhtay hain kia tum nay Barat kay sath ganay wali bheji hay."
May nay ajj tak her jaga yeahi perha hay kay Music Islam may jaiz nahi. per app
kia kehtay hain after these two Examples specially about Hazrat Daood kay un kay
pas music ka mojza tha.
__________________
Please use Image around 60KB only as your signature.
Thank you
Admin |