m sorry to say sir
aik akela altaf he bahir nahi betha
baynazeer or kuch sharef log bhi bahir bethay hain [ naam k shareef
1.gif)
]
un k liye bhi aik aisi he post zaror lagaiye ga
jis main un ki tanzeem ki kirdariyat
or un k naik maqasid pay roshni bhi daali jaaye
or siar e haasil guftgo bhi ki ja sakay
or un k kaarnaamon ko saraha bhi ja sakay .
baaqi baat rahi altaf k bahir beth k pk k mamlat main dakhal andazi karnay ki
to baqi baray baray naam bhi hain .. wo bhi yahi kar rahay hain
un pay bi behes honi chahye tanqeed honi chahye
aik urdu speaking party k pechay he haath dho k na par jaain.
wesay jo kaam wo pk say bahir beth k kar raha hay
dakahl andazi wala ..
wohi kaam andron e mulk rehnay walay siyasi hazraat b kar he rahay hain
means to say .. dakhal andazi
un k liye kia kahen gay .? un k liye dakahl andazi karna jaaiz hay ?
ya nawaz sharef or bay nazer ki dakahl andazi jaaiz hay ?