Quote:
Originally Posted by Mr.Bean Starting main support karta tha MQM ko laikin baad main DIL say MQM kay liye banaye hoi jaga ahista ahista kam hoti gaye aur ab kuch nahin bacha. main yahan ata tu nahin hon laikin iska MQM ka naaam parh kay ana para kay chalo daikho kiya likha hia yahan. MQM terrorist Tanzeem thi aur abhi bhi ahi aagay ka pata nahin kyion kay halat say aisa lagta hia kay iska naam - o - nishan mitnay wala hai. |
Naam O Nishan Mitnay Walay Hay ....................

Keep dreaming