Quote:
Originally Posted by saram aap ko kis nay keh dia MQM ki bunyad naik maqsad ke liey thi.ye tuhfa Zia ul Haq ka dia howa hey.jis ki bunyad hi dehshat gardi par ho wo kia naki karegi.Zia ney ye jamat PPP ka zor torney ke liye banwai thi.or ab ye Gov.ke bhi galey par gai hey. |
waisay zia ul haq kay anay say pahlay karachi/hyderabad main usually ppp kitni seats jeeta karti thi. bhutto ko ayub khan siyasat main laey thay. nawaz sharif ko zia ul haq. benazir ki opposition kay liey IJI (ML, JI, JUI, etc) ISI (hameed gul) nay banwai thi. pakistani siyasat main kaun hai jo fauj ki paidawar nahin hai ya fauj kay isharon par nahin nacha.