~* Muthida Qaumi Moment *~ | | Jahan tak mujhey yaad parta hey yaa aqal kaam karti hey toh yehi suna hey key is jamat ki tashkeel aik naik maqsad key tehat ki gaii thi, Toh phir baad mein yeh sab kya hua kyun hua kis ney kya ? Akhir kya aisee baat ho gaii key Altaf abhi London main chupa betha hey aur us key naam par hazaron loag marey gaye aur mazeed marey jain gey ...!! Akhir aisee kya baat hui key woh jo ab aik Pakistani bhi nahi raha Pakistan key mamlaat main dakhal andazi kar raha hey ...!! is topic per discussion karna chahoon ga agar kisi ko aitraz na ho toh ...
__________________ H'am Woh Saya'h Bakht Hain Tariq! K Shehar Main
Jo Kholein Dukan Qaf'an Ki Toh Loag Marna He Chor Dain |