Thread: Madad mangna
View Single Post
  #8  
Old 05-13-2007, 07:11 PM
khurram_aws's Avatar
khurram_aws khurram_aws is offline
Member
 
Join Date: May 2007
Posts: 41

Country:

Tutorials: 0

Thanks: 0
Thanked 0 Times in 0 Posts
Nominated 0 Times in 0 Posts
TOTW/F/M Award(s): 0
Rep Power: 54
khurram_aws is on a distinguished road
Default Re: Madad mangna

salam mayray bahiyo
mai ap ka naya dost bana chata hon or muj ko bohat kooshe hai kay ap sab loog Allah kay falzal say sab ba shaoor ho. mayra name khurram awais azeemi hai mai ab sab bahiyoo say ik waqiaa share karna chata hon. poranay zamanay ki bat hai. kooch loog tijarat karnay jarahay thay rastay mai un ko ik buzurg hasti millay tu un logoo nay un buzurg say kaha kay ap Allah ki ebadat kartay hai hummaray liya bhi dua karray kay hum sath khariyat say milzil per pooch jay jis rastay say hum jarahay hai us per dakuoo ka khatra hota hai. buzurg na kaha kay theek hai bahi jab ap logoo ko koi khatra ho tu ap log muj ko pookarna layna mai ap ko bacha lon ga. is per loog khanay lagay kay ya kiya bat ardi ap nay hum Allah ko pookaray gay ap ko kyon pookaray bhiiiii????????.. or un ko boora bhala khatay howay apni minzal ki taraf chal deya.. abhi kooch hi door gay thay kay dakoo agay tu sab nay Allah rabul azat ko pookara or ik admi nay un buzrg ko tu jis nay buzurg ko pookara tha wo nazaroo say ghayab ho gaya apnay saman kay sath or kaqi loogo ko daako loot kar lay gay.. jab sab lut gay tu us admi nay logo say kaha kay dhakko mai nay un ko pokara tha tu mai bach gaya or tum nay Allah ko pookara tu tum log nahi bachay is per sab logo nay fasla kiya kay dobara un kay pas chaltay hai. or poochtay hai kay ya kiya majra hai kay jin logo nay Allah ko pookara wo loot gay or jis nay Allah kay banday ko pookara wo bach gay... jab un kay pass khafla poocha tu sawal kiya saab ya kiya masla howo hai hummaray sath. tu un buzurg nay kaha kay
" jab tum loogo ko dako nay aaliya tu ik admi nay muj ko pookara tu mai nay us kay liya Allah say dua ki tu wo bach gaya magar tum logo nay apnay liya jab dua ki tu tum nahi bach. kiya tum ko ya hadees nahi mili kay ik muslim bahi ki dua dosray muslim kay liya sab say phalay koobol hoti hai. or mai nay ap nay muslim bahi kay liya dua ki hai. tu Allah nay fooran kaool ki.
kise bahi ko kooch sawal hotu plz poochlay ge mai koi alam nahi hon magar alhumdoliAllah kooch malloomat rakta hon apnay piyaray deen kay baray mai
talib e dua
azeemi