Re: Madad mangna | | aslamualikum abuabdullah sahib aur abbi sahib man bhi yahan disscusion is liyeay nahi kar raha kay kisi ko haryon balkay man ap logon ko hadyat ki taraf gamzan karna chahta hon....man nay ya mutalba sirf is wajah say kiya hay kay ek taraf to ek mokaf pay likhay walay bohat saray hon aur dosri taraf sirf ek shaks to woh kis kis ki baat ka jawab daya ga ...aur pher zahiri bat hay kay ager kisis ki baat ka jawab na diya to is disscusion ko parhnay wala to ya hi samjhay ga is kay bat in ki baton ka jawab nahi hay.......is liyeay is topic man balance rakhnay kay liyeay ya zarori hay
__________________ کلک رضا ھے خنجر خوانخوار برق بار اعداء سے کہدو خیر منائیں نہ شر کریں |