Re: Qurbani ki taqseem | | Meri bhai kia haal hain? Well maaazrat k saat may anahi saka tau iss waja say participation bhi nahi rahi koch din, may nay reason tumhay bata he diya thaa khair yaar mujhay iss baray may consult kerna paray ga kisi Alim deen say kion k mujhay iss baray may koi hadees yaad nahi.....just wait 2-3 days plss.
Ather |