Re: Qurbani ki taqseem | | ji haan aap nay theek kaha magar taujab ki baat yeh hay kay mein iss eid per kissi kay ghar giya tou unhon nay poora bakra apnay liyay rakh liya aur mujhay kaha kay yeh 3 hissay wala silsala kissi hadees say bhi sabit nahin hay .......... aap sab gosgt khud kha saktay hain ..............mein issi liyay poochna chah raha hon iss baray main ?????????? magar maira point of view yehi hay kay jab tak gharibon ka hissa na ho ga tou eid ka tou concept hi khatam ho jayay ga na
__________________ /shukar
Last edited by abbi1602; 01-03-2007 at 05:00 AM.
|