Quote:
|
Originally Posted by Johar Amanatan Tadfeen
es ke tareef youn ke jati hai k kesi Muslim ko dar ul harab yanee ghair Islami mulk main waqtee tore per dafnaya jai aur jab mumkin ho , os k jasad ko sar zameen e Islam ya Dar ul Islam main dafan kar deya jai .
to kia Pakistan , daar ul Harab hai ? |
Quote:
|
Originally Posted by Johar aur phir walid ka bayan k yeh tadfeen amanatan hai , jab bhe munasib waqt ya mouqua aai ga Shaheed ko Pindi main dafan keya jai ga |
aap ki daleel hai ke musalman ko darul harb main waqtee taur par dafnaya jata hai. walid sahib ka kahna hai ke woh pindi main dafnanay ko tayyar thay magar saroki main amanatan dafnaya gaya hai.
meri nacheez samajh main to yehi ata hai ke saroki darul harb hai aur pindi nahin. agar pindi bhi darul harb hota to walid sahib wahan dafnanay se bhi inkar kardetay. pindi yaqeenan islami hukumat main ata hai jabke saroki darul harb hai.