It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Yunhee Badnaam Nahee Faisal within the Designed Urdu Poetry forums, part of the Designed Poetry Images category; ....
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [1] |
|
#1
| |||||
| |||||
![]() .
__________________ First Deserve ..... Then Desire ! |
|
#2
| |||||
| |||||
| Yunhee badnaam nahee FAISAL Agar tum us ko dekho to Nigahon main khumaree hay Lahjaa bhee bharee bharee hay Sharaab e Ishq peetaa hay Mohabbat kaa jawaree hay Apnay Aap say lartaa hay Kisee larkee pay martaa hay Magar kahnay say dartaa hay Kay woh larkee naa thukraa day Yaa phir Us larkee kaa chahraa Aansuon say naa dhul jaye Agar yeh baat khul jaye Yaa ho saktaa hay woh larkee Mohabat kee shanawar ho Koi ho aur hee hastee Woh jis pay jaan nichawar ho To phir yeh toot jaye gaa Khushee say es kaa har naataa Samajh Lo ... Choot jaye gaa Tabhe to beqararee hay Es kaa din nahee kat taa Es par raat bharee hay Main aksar us say kahtaa hay Mohabat karney walon ko Kisee kaa dar nahee hotaa Tumhain Daawaa e muhabat hay To phir aakhir kyun dartey ho ?? To woh hans deta hay pal bhar Aur apnee nam aankhon ko Mairee janib uthataa hay Aur phir Jo kuch bataataa hay Main sun kar kaanp jaataa hoon Woh kahtaa hay ... Suno .. Aey Dost ! Main jeetaa es leye hon kay Mujhey ek aas rahtee hay Ek din aisaa aye gaa Mairey dil main hay jo larkee Woh mairey paas rahtee hay Woh kahtaah ay mairee sochain Usee ko sochawaatee hain Mairee neendain har ek shab main Usee kay khawaab dikhatee hain Koi bhee pal nahee aisaa Kay jis main saans aatee ho Aur us kee yaad naa aye Magar yeh bat sun lo kay Mujhay us say mohabat hay Bhaley woh mujh ko naa chahey Woh mairee zindaganee hay Mujhey woh RAB ataa kar dain Yeh UN kee meharbaanee hay Agar naa paa sakoon us ko To phir bhee gham nahee mujh ko Kay yeh dunyaa to fanee hay Magar yeh jaan lo aey dost Ek aisaa bhee jazbaa hay Jo har shay say muqadam hay Main dartaa es leye hoon kay Mairee saree mohabat say Us kee izzat bhaaree hay !!! Kay us kee izzat par mairee Mohabat , Jaan , waree hay !!!
__________________ First Deserve ..... Then Desire ! |
|
#3
| |||||
| |||||
| nice work ji ............... |
| The Following User Says Thank You to Queen Victoria For This Useful Post: | ||
faisal_Rwp (04-15-2008) | ||
|
#4
| |||||
| |||||
| nice................ .................... ...
__________________ ![]() |
| The Following User Says Thank You to AbuHamza For This Useful Post: | ||
faisal_Rwp (04-15-2008) | ||
|
#5
| ||
| good work .........
__________________ ![]() ![]() |
| The Following User Says Thank You to khurram_83pk For This Useful Post: | ||
faisal_Rwp (04-15-2008) | ||
|
#6
| |||||
| |||||
| wah jee waah.. kya poetry hai janab ... chakka maara hai aap nay to .. zabardast... keep it up
__________________ ![]() |
| The Following User Says Thank You to BoltonGb For This Useful Post: | ||
faisal_Rwp (04-15-2008) | ||
|
#7
| |||||
| |||||
| Aray wah text to bht improve howa hai.....aur nazm bht achi hai.......Gud work |
| The Following User Says Thank You to Kinza...! For This Useful Post: | ||
faisal_Rwp (04-15-2008) | ||
|
#8
| |||||
| |||||
| v nice work janab............... ![]()
__________________ ![]() |
| The Following User Says Thank You to *lucky* For This Useful Post: | ||
faisal_Rwp (04-15-2008) | ||
|
#9
| |||||
| |||||
| text color ager golden ho to acha lagey ga...good work
__________________ ![]() |
| The Following User Says Thank You to Pathar Dil For This Useful Post: | ||
faisal_Rwp (04-15-2008) | ||