Waseem bhai Kaam Ko Pasand Karnay Ka Aur Pori Gazal Share Karnay Ka Bohaut Bohaut Shukriya ... I'll Design Soon .. Thanks Aloot
Quote:
Originally Posted by creative_sign kafi dino baad aapka kaam daikha bhai ji
acha laga,
asal main ye aik ghazal ka shair hey , isko shair hi ki tarah likha jata to ziada acha lagta, nazam ki tarah likhney se maza kharab ho gaya, aap k liye ghazal post ker raha hoon, meri wish hey k aap isko poora design karain, & u can do this i know  : |