
03-31-2008, 06:30 PM
|
 | HG Designer | | | Join Date: Dec 2003 Location: Eutopia
Posts: 12,649
Country: Tutorials:
8 My Mood: Thanks: 5
Thanked 1,076 Times in 712 Posts
Nominated 47 Times in 26 Posts  TOTW/F/M Award(s): 3
Rep Power: 2889 | |
Competition-Contest for April, 2008 (for Juniors)...!! | | Assalam O Allaikum
kaisya hain aap sab... Umeed hai ba fazal e Khuda khairiat say hi hon gay. 1.gif)
April 2008 kay Contest kay saath hazir hun. laikin us s ay pehlay aap sab ko aik Khushkhabri suna doon IMPORTANT ANNOUNCEMENT April kay mahinay say har baar aik mah main
juniors kay do contest hua karain gay
takay hamaray mahir juniors jald HG's OFFICIAL AND PRECIOUS DESIGNER TAG jald az jald hasil kar sakain. CONTEST FOR APRIL 2008
jesay kay aap sab kay ilm main hai kay April main hg ki panchaween salgirah hai.
so is baar ye socha gaya hai kay is aham moqay per HG ko wish karnay kay liye aap sab say khoobsurat WISHING / GREETING CARDS banwaye jain contest main
So tayar ho jain is baar aap ko URDU / ENGLISH GREETING CARDS FOR HG
tayyar karnay hain. jaldi banaye aur share kar lijiye, waqt kam hai aur muqabila sakht  Rules:
- HG ka official logo zaror hona chahiye.
- HG ka water mark hona chahiye.
- Designer ka apna naam zaroor likha ho.
- Is baar koi dimention limit nahin hai, bas ye khayal rakhain kay size greeting card k lihaz say munasib ho.
- Is contest main jo img share kiye jaye woh pehle kahin share na kiya gaya ho na kahin share kiya jaye.
- Members sirf aik hi design share kar saktay hain.
- Designs submit karnay ki akhri tareekh 12 APRIL, 2008 hai..
Shukria 
Last edited by Queen Victoria; 03-31-2008 at 06:49 PM.
|