Quote:
Originally Posted by Queen Victoria khan ji
text space disturb hai aik do jagha
isi terha aik do imla ki ghalti bhi hai
aey per hamza nahin aaye ga,,,rasta main aakhir maina lif nahin hay aati hai gol wali
aap har img per logo aikhi jagah laga rahayhain
mainany shayd pehalybhi batay tha
yahan bhi agar aap logo thora bara rakh kay tect kay neechat less opacity main rakhtay tou behter lagta
over all look achhi hai img ki 1.gif) |
thanks QV ji,
Text space toh samajh mein nahi aayi kyun I have not done any thing, it is from the inpage.
Han imla ki ghalti mein ne theek kardi hai.
Logo bhi aap ne jaisa kaha waise hi kardiya.