![]() |
|
#1
| ||||
| ||||
| Aaney kay liye jaana janhey kay liye jaana ramazan ke maheeney mein khatey ho chhup kay khana aesey na karo janaan` aesey na karo janaan` guzrey thay jis gali sey us mein tha mera ghar bhi kyon aankh churaai thi hum ko bhi na pehchana aesey na karo jana aesey na karo jana meri zindagi thi tum sey meri maut bhi tumhi ho so yeh keh raha hoon phir sey tu hey shama mein parwana aesey na karo jana aesey na karo jana mulla ho baney phirtey neeki bhi nahi kartey abhi waqt hai suhana meri jaan tu sanbhal ja na aesey na karo jana aesey na karo jana mein hun shaairon ka shaair mein jala huwa hun tyre mujhey ullo na banana meri nazm sun kay jana aesey na karo jana aesey na karo jana kartey ho ghunda gardi terey kolon dunya dardi mera farz tha batana manzil hai teri thana aesey na karo jana aesey na karo jana mein wohi tera hoon boota jisey zindagi ney loota tera saath na chhoroon ga chahey kuchh kahey zamana aesey na karo jana aesey na karo jana batein na yoon banao hum ko na tum sataao gar hum chaley gaye to kis ko kaho gey jana aesey na karo jana aesey na karo janaan`
__________________ teRe khyaL se bach kar bata kahan JaOn Yahan sakoot bhi teRi sadaOn Jesa hai ... |
| Sponsored Links |
|
#2
| ||||
| ||||
AOA, VERY NICE...................... ![]()
__________________ Ye Jantay Huye Bhi K Wo Hawa Hai Mere Hath Na Aye Ga Wo Badal Hai Jisay Main Choo Na Paun Ga Phir Bhi Main Ne Hawa Ko Pakarna Chaha Badal Ko Choona Chaha |
![]() |
| Tags: aisey, janan, karo |
| Thread Tools | |
| |
Similar Threads | ||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| [SOLVED] Farz karo ,,,, | Last Knight | Ashaar - Misc | 3 | 10-16-2007 02:59 PM |
| Farz Karo ..............! | khawab | Nazam | 21 | 12-21-2005 03:42 PM |
| FARZ KARO BY AAZAZ AHMED AAZAR | primitive | Nazam | 2 | 02-02-2005 08:30 PM |
| complete poem (FARZ KARO) | farz-karo | Nazam | 4 | 07-13-2004 09:30 PM |