View Single Post
  #1  
Old 01-02-2006, 05:18 AM
~Biya~'s Avatar
~Biya~ ~Biya~ is offline
Member
 
Join Date: Jul 2005
Location: Khwaab nagar
Age: 24
Posts: 2,394

Country:

Tutorials: 0

Thanks: 0
Thanked 4 Times in 4 Posts
Nominated 0 Times in 0 Posts
TOTW/F/M Award(s): 0
Rep Power: 254
~Biya~ is a splendid one to behold~Biya~ is a splendid one to behold~Biya~ is a splendid one to behold~Biya~ is a splendid one to behold~Biya~ is a splendid one to behold~Biya~ is a splendid one to behold~Biya~ is a splendid one to behold
Awards Showcase
Best Graphics Designer Writer of the Month 
Total Awards: 2
Default Aisey na karo Janan

Aaney kay liye jaana
janhey kay liye jaana
ramazan ke maheeney mein
khatey ho chhup kay khana
aesey na karo janaan` aesey na karo janaan`

guzrey thay jis gali sey
us mein tha mera ghar bhi
kyon aankh churaai thi
hum ko bhi na pehchana
aesey na karo jana aesey na karo jana

meri zindagi thi tum sey
meri maut bhi tumhi ho
so yeh keh raha hoon phir sey
tu hey shama mein parwana
aesey na karo jana aesey na karo jana

mulla ho baney phirtey
neeki bhi nahi kartey
abhi waqt hai suhana
meri jaan tu sanbhal ja na
aesey na karo jana aesey na karo jana

mein hun shaairon ka shaair
mein jala huwa hun tyre
mujhey ullo na banana
meri nazm sun kay jana
aesey na karo jana aesey na karo jana

kartey ho ghunda gardi
terey kolon dunya dardi
mera farz tha batana
manzil hai teri thana
aesey na karo jana aesey na karo jana

mein wohi tera hoon boota
jisey zindagi ney loota
tera saath na chhoroon ga
chahey kuchh kahey zamana
aesey na karo jana aesey na karo jana


batein na yoon banao
hum ko na tum sataao
gar hum chaley gaye to
kis ko kaho gey jana
aesey na karo jana aesey na karo janaan`
__________________
teRe khyaL se bach kar bata kahan JaOn
Yahan sakoot bhi teRi sadaOn Jesa hai ...
Reply With Quote