Pakistan ko khatam karo
Yehi muhim chal rahee hai tareekh gawah gey key musalman jab bhi hara hey gha'dari ki waja sey hara hai aaj bhi yehi sab ho raha hey America aur deegar so called muslim warriors mil kar pehli aur ikloti Islamic Atomic Power ko khatam karney main lagey hain ... Diara pehley bara tha ab tang kartey ja rahey hain ... Is diaray ko kahin na kahin sey toh shuru karna tha 9/11 ta'bhi paida hua
1.gif)
ab ghaur sey dekho toh pata chalta hey Diara t'ang ho chuka hey .... aur nazrein sab ki Pakistanion par .... aur hamari qoam halwa molvion key chakkar main a kar sab kuch lutaye ja rahee hey janey kab hosh aye gi sab ko ...