Re: Dur kahien ik khwaab nagur mein | | wuh khwaab thukun mein choor sa tha
wuh khwaab bhi sub kuch haar gaya
os ik adhore khwaab ko tao
Atish k hawaley kerdala
Hum bhi tao sada se khaak hi thay
phir khaak mein hi mil jaeyingey
un khwabon ko un lumhoon ko
tunha jee ker mur jaeyingey
wuh khwaab bhi ub tao raakh howa
Dur kahein os khwaab nagur mein
ik khwaab ka aaj khoon howa !~! clap2!~! |