~**... Seekhay Koi Tujh Say ...**~
Rehnaa chaahat daiss aaur nafraatoon kee baat karna..
Seekhay koee tujh saay raqaabatoon kee baat karna..
Mana haq baat karna jurm hai tairaay shahar mein magar..
Yeah kaya kay ik aah! pay hee riva'yatoon ke baat karna..
Sab he tairay turaafdaar, Saab hee tairay parastar yahaan
Hum say hee na aye kisi ko mohabbatoon ke baat karna..
Kar rahay hain apnay mufad ke baat mukar o faraib walay..
Koee in ko sikha dai kabhee Haqeeqatoon ke baat karna..
Ik hansi ke khawahish pay tu nay jis ke dus'taar jallaee hai
Aab kabhi na uss say muskarahatoon kee baat karna..!!