~**... Choor k sakhiyoon ko ...**~
Cho'hoor kay sukhiyoon ko kiyon jaa rahi hoo tum..
Aaisee hoi kaya baat jiss pay pachtaa rahi hoo tum..
Choti choti khushiyan hain aur chotay chotay gham
Kiyon zara say dard ko itnaa barhaa rahi hoo tum..
Ma'an liya hoon gee majbooriya tum ko hazar magar..
Thaam kay haath dostee ka kiyon churaa rahi ho tum..
Da'y kay awaaz rook lain.. haq ye bhi na diya tum nay..
Yeah kaisi uljhaan mein daal kay jaa rahi hoo tum..
Virtuality mein millay hum reality ka qissa kaya chairain
******************** ******************** ****