~**... Umar e Raigaan ...**~
...Iss umar e rai'gaan ke musa'fatoon mein...
...Sab tairi Mohabbatoon kay silsalay hain...
...Gham e Furqat kam hoo tu hoo kaisay...
...Dasht e jaan mein kuch gul khillay hain...
...Hoi jab say juda lehroon say yeah hawa...
...Chak garaiban sarabon mein millay mein...
...Ufaq kay uss paar hai kam'maigi ka dar...
...Parvaaz say pehlay par jalnay lagay hain...
...Hai taiz hawa jung mein amawas raat hai...
...~Basit~ aisay mein safar pay chalay hain...