Chaloo Challain Asmaan Ko Daikhain
Uthain Parday, Pen'haan Ko Daikhain
Roz Daikhtay Hein Tamasha e Duniya
Aaj Naye ik Jahaan Ko Daikhain
Makhmali Bichoonay Pay Sonay Walay
Gulastan Chorain Bayabaan Ko Daikhain
Banatay hain Butt Mah'jabeenoon K Joo
Kabhi tu Pathroon Kay Bayaaan Ko Daikhain
Joo Dairoon Mein Baatay Ja Rahay Hain
Bhala Kaisay Koun o Makaan Ko Daikhain
Khawahish e Bahaar Mein Marnay Wallay
Kabhi tu Hussan e Khizaan Ko Daikhain
Us ke Mefil Janay Waloo Yeah Kehna
Ik Nazar e Karam Yahaan Ko Daikhain..
Chaloo Basit Rakhat e Safar Say Pehlay..
Kamaya Hai Jo Uss Samaan Ko Daikhain
Gunhaoon Ke Gathri Uthaee Naa Jayee..
Bhala Humsay Kaisay Wahan Ko Daikhain..