~**... Mohabtoon Ka Silla ...**~
...Mehoo e Khawb Tha... Jaga Diya Aap Nay...
...Kuch Rung Haqeeqi Tu Dikha Diya Aap Nay...
...Zubaan Chup Aur Damaagh Sun Ho Gaya...
...Youn Mairay Aaytmad Ko Jalla Diya Ap Nay..
..Kiya Jo Zikar e Dosti Yeh Sabq Milla Mujhay...
...Tabbsum Ko he Mairay Rulla Diya Aap Nay...
...Kha Liya Dhoka Izat e Aatibar Ke Khaatir...
...Asman Say Pastiyon Mein Gira Diya Aap Nay...
...Aisay howay Juda Milnay Ke Umeed Nahi Hai...
...Yeh Mairi Mohabbtoon Ka Silla Diya Aap Nay...