~**... Manind e Shama ...**~
...Go Pastiyoon mein Rawaan Rehta Hoon Mein...
...Haan Sar Bulandiyaan Kar Layta Hoon Mein...
...Mar Chuka hoon Gham e Zindagi Say Kab Ka...
...Haan Kehnay Ko Aab Talak Jeeta Hoon Mein...
...Mut Sikhlaoo Asloob e Zeest Mujh Ko Tum...
...Sab Haqeeqat Zindagi Ke Janta Hoon Mein..
...Janay Kaya Junon Howa Jo Dar Pay Charh Aya..
...Hein Bay'Taab Woh Aur Neehata Hoon Mein...
...Goo Manind e Shama Hoon Bazam Mein ~Basit~...
...Khush Apni Tunhaiyoon Mein Rehta Hoon Mein...