~**... Dasht Ka Azaab ...**~
...Saawal hai paar Isaay hum Jawab Likhtay hain...
...Khushguman issay khushbo ke kitab likhtay hain..
...Mairay Yar Qatal e Wafa ko Kar e Sawab Likhtay hain...
...Khizaan Kay Chehray Ko Rung e Gulaab Lkhay hain...
....Tum ko Yeh Sahil See Lagay Tu Likh Loo Sahil.. .
...Kuch Musafir Magar iss Ko Saraab Likhtay Hain...
...TheTharTi Shamoon mein Yeah Sisakti Milti Hai..
...Bunjaray Zindagi Ko Dashat Ka Azab Likhtay Hain...