Re: Urdu Poet - Abdul Basit | | ~**... Sahiloon Ke Lehroon Pay ...**~ Sahiloon Ke Lehroon Pay...
Gaiee Saa'toon Kay Jazeeron say...
Awaaz Aati Hai, Saans Ruk See Jati Hai...
Ankhoon Kay Dareechoon Say..
Chashmay! Phoot Partay Hain..
Jazeeray Doob Jaatay Hain..
Lehrain! Shoor Machatee Hain..
Gharoonday! Girtay Jaatay Hain..
Sitaray! Toot Jaatay Hain..
Aur Tairay Naqash e Paa...!!
Mit'tay Jaatay Hain... !! |