Re: Urdu Poet - Abdul Basit | | ~**... Jeet ...**~ Mairi Bay'basi Pay Hansti
Mairay Chaak Garay'baan Pay Awazain Kasti
Kabhi Koee Baat Karti
Tu Mujhee Ko Maat Karti
Kay Jaanti Nahi
Chaak Garaybaan, Yeh Silsalay Bay'basi Kay
Inaam hein, Tairi Chahtoon Kay..
Tujh Say Maat Mein Hee..
Mairi Jeet Thi.. Janaan..!! |