It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here![]() |
Register Now! |
|
| ||||||||
| Notices |
| Bait Bazi Read the urdu poetry, shairs and qitaat by starting alphabets, this will help in Bait bazi. is section maiN aap her harf-i-tahajji se shuru honay walay ashaar ka huge collection parh saktay heiN... iss ke ilawa muqabla-e-bait bazi maiN HG members ki taraf say share karda khubsoorat ashar-o-qitat parh saktay haiN...iske ilawa mukhtlif alfaz par mushtamil ashaar ki behtareen collection bhi is section maiN mojood hai. unmatched huge collection of poetry by alphabets/poetry by topic/poetry by words. |
![]() |
| | LinkBack | Thread Tools |
|
#1
| ||||
| ||||
| AssalamoAlaikum Saathiyo ![]() Ishq ke bagahir urdu Shayeri ka zikar mukammal hi nahi ho pata , bus issi soch ke saath iss Week ke liye "Ishq" ok chuna gaya hai taake Ishq ke mozoo pe Shair-o-Shayeri paehi , suni ja sakey. To Aaiye dekhtey hain ke iss dafa Aap dost hamein kya kya parhney ko detey hain ![]() Waslam@};- Ankaboot.
__________________ ![]() Last edited by Ankaboot; 01-17-2005 at 02:03 AM. |
| Sponsored Links |
|
#2
| ||||
| ||||
| Kya Ishq ne Samjha hai , Kya Ishq ne Jaana hai Ham Khaak Nasheeno ki Thokar mein Zamana Hai @};- @};- @};- @};-
__________________ ![]() |
|
#3
| ||||
| ||||
| Dekhi jo Meri Nab'z to Ik Lamha Soch kar Kaaghaz liya Aur Ihq ka Beemar Likh Diya @};- @};- @};-
__________________ ![]() |
| Sponsored Links |
|
#4
| ||||
| ||||
| Quote:
W/salam....kya hal hai hmmmm /rose Nice Post.... /rose iShq @};- ky baGhair nah seruf Urdu Shaayeree @};- balkhy zindaGee @};- ya youN khy laiN Insan @};- namukammal hai.... aik Sh'er iShq phe ...... @};- wo baRay kamal se khilaa thaa IShq ki baZee maiN apnii jeet samjhta thaa mat honay tak @};-
__________________ @};- Please update your Signature : Administrator HallaGulla |
|
#5
| ||||
| ||||
| Kuch Ishq Tha Kuch Majboori Thi Jo Hum Ne Jiwan Haar Diya Main Kaysa Zindah Aadmi Tha Ik Shaks Ney Mujh Ko Maar Diya
__________________ @};- Please update your Signature : Administrator HallaGulla |
|
#6
| ||||
| ||||
| Yeh Ishq Nahi.n Asaa.n Bas Itna Samajh Lijiye Ik Aag Ka Dariya Hai Aur Doob K Jaanaa Hai
__________________ @};- Please update your Signature : Administrator HallaGulla |
|
#7
| ||||
| ||||
| Tere Ishq Ki Intehaa Chahtaa Hoon Meri Saadgi Dekh Kya Chahta Hoon
__________________ @};- Please update your Signature : Administrator HallaGulla |
|
#8
| ||||
| ||||
| Ishq naan kerna kabhi doob jao gey Ishq naan kerna kabhi khud ko bhool jaogey Ishq naan kerna kabhi muskrana bhool jaogey Ishq naan kerna kabhi bewafa hona sikh jaogey Ishq naan kerna kabi unki nighaoon mein khud ko gira loo gey |
|
#9
| ||||
| ||||
| Nice topic and nice sharing ZarNain ![]() Main bhi kuch share karna chahoon gi! ![]() Ishq ki takveem main aasar rawaan k siwa Aur zamane bhi hain Jinka nahi koi naam Ishq dam-e-Jibrail, Ishq Dil-e-Mustufa Ishq Khuda ka Rasool, Ishq Khuda ka Kaalam Ishq ki masti se hai paikar-e-gul Taabnaak Ishq hai Subah-e-Khaam, Ishq Ameer-e-Hufdaad Ishq hai Ibn-e-alSabeel is k hazaroon makaam! ![]()
__________________ Na tha kuch tu khuda tha, Na kuch hota tu Khuda hota, Daboya Mujh ko hone ne, Na hota main tu Kya hota! |
|
#10
| ||||
| ||||
| Teri Aukaat kya Aye Ishq-e-Na-Kaam Ik aah Be-Asar ik dard Be-Naam
__________________ Na tha kuch tu khuda tha, Na kuch hota tu Khuda hota, Daboya Mujh ko hone ne, Na hota main tu Kya hota! Last edited by CrazySam; 01-17-2005 at 04:05 PM. |